AASTHA KE SATH KHILWADH

Yh sach he ki uttrakhand devbhumi he lekin is bhumi ko dohan bhumi bana kr andhi kamayi ke laalach me aastha ke sath khilawadh kiya ja rha he bhta huwaa pani rastirya sampada he lekin bhte paani ko baandh kr use matmaila bnaa kr bhaya jakr andhi kamyi krna aur logo ke jiwan ke sath khilwadh krna jaayaj nhi he prkirti prdat aastha ke asthan jalasaya me dubaye jakr wahna se andhi kamayi kr ke    janta ka neta bne rhna vikas nhi kha ja sakta jis baandh ko 60 mitr banana tha use aastha ke asthan ko dubane ke liye 90 mitr ki d p r banawa kr kirtim aastha ka mandir banane ki puri taiyari kaliya shoodh ke dhaari mandir me ho chuki he-sampadk-shishpal singh rawat

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

सड़क पर अतिक्रमण हटाने