SATYAPAN

Rasan kard gais kneksan manrega jabcard aadi anya we anudan prk yojnaynawno ka satyapan sarkar kra rhi he lekin yh kis trh satyapan kiya ja rha se jab gribo ke hk ko dakarne wali nitiyna brkrar hi rhni he  to satyapan ka aadhar kya?asathayi rup se mul niwas krne wala priwar ka rasan kard to banaya jata lekin jab rasan gais kerosin  aawtan vitrn ki  bari aati he to suchi me uska naam nhi se wh priwar rasan gais kerosin se banchit rh jata he gaawn se playan kr chuka priwar ka manrega jab card se lekr we sbhi prkiryane pripun ki ja chuki he wh panchyat chunawno me bhi apna amulya  yogdan dekr bhi playan kr jata he taaki nitiyna brkrar rhe to loktantra ka aadhar kya?jis jhut ki buniyad pr loktantra jinda rkha jata he wh vikas ka styapan nhi kr skta jb tk koyi halla krta he tb tk satyapan ki tarikh nikl chuki hoti se fir bhi satyapan ho jata he jiski chalti uski nhi koyi glti jiski nhi chlti uski sbse bari glti--sapmpadk-shishpal singh rawat

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

सड़क पर अतिक्रमण हटाने