संदेश

6 mah aage srkega panchyat sasan

सितम्बर २००८ में उत्तराखंड के १२ जिलो मे पंचायतो को ग्राम पंचायत  सरकार मिली   थी  ५ साल के लिए   सितम्बर २०१३ मे ५ साल पुरे हो चुके और लोकतन्त्र  का गांव महाकुम्भ ६ माह आगे सरक गया तो सरकार कि बागडोर प्रशासको के पास ही रहेगी  ऐसा राज्य सरकार नीति बना रही है हरिद्वार जिले में ग्राम पंचायत सरकारेशेष १२ जिलो से १ साल पीछे है पर उत्तराखंड के १३ जिलो में धीरे धीरे समानता हो जायेगी और निकट भविष्य में एक दिन लोकतंत्र का गाँव महा कुम्भ उत्तराखंड में पटरी   पर आ जाएगा २०११ की जनगणना से यदि चुनाव होते है तो सारे समीकरण बदल जायेगे तो ६ माह का समय और लग जाएगा ३ सरकारे आ गयी लेकिन उत्तराखंड का अपना पंचायत राज एक्ट अभी तक नही बन पाया तो राज्य बनाने का मकसद जनता की समझ में १३ साल के भीतर ३ सरकारों को वोट देकर आ गया   सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत

GRIB KI THALI KI NITI

खाध्य सुरछा योजना को लेकर गांव जरोला  में बैठक हुई    १३ बी पी  एल  २८ अन्तोदय कार्डधारको को ही खाध्य सुरछा योजना में चयन किया गया   ९४ ए पी  एल  कार्डधारको में से कोई भी कार्डधारक खाध्य सुरछा योजना में चयन नही हो सका क्योंकि जनगणना  के आधार पर ६० प्रतिसत  लोगो को चयन करने  का मानक  तय  से गांव जरोला  को स्वीक्रत  १५६ लोगो की संख्या बी पी एल  अन्तोदय  की यूनिटों  से ही पूरी हो चुकी थी     देवप्रयाग  विकास खंड की ११५ ग्राम पंचायतो  से ६१५२ यूनिटों को हो खाध्य सुरछा योजना में लिया जाना लछ्य है    गरीब की थाली के नाम पर सरकार  किस तरह वोट बैंक की राजनीती  कर  रही पर बी पी  एल  अन्तोदय से अलग हटकर ए  पी  एल  कार्डधारको  से ही खाध्यसुरछा कार्ड बनाती  तो वोट बैंक की राजनीती भी कामयाब  होती और देवप्रयाग ब्लाक के हर ग्राम पंचायतो  को  बराबर बराबर ५३ यूनिटों का लछ्य  खाध्य  सुरछा योजना  का लाभ भी प्राप्त होता   तब जब बी पी एल  अन्तोदय  की यूनिटों की घटोतरी  बढोतरी को खाध्य सुरछा योजना से अलग रखा जाता   लेकिन नीति ही ऐसी  है जिसे हर कोई नही समझ पाता   -सम्पादक -शीशपाल  सिंह  रावत 

SARKAR KE KAAM KA HISAB GANW KOLAKANDI SE

Sarkar ke kaam ke hisab ke tht gramp anchyat kolakandi me vrs 2008 se vrs 2013 tk aam aadmi ko sahaj saral sulbh me jan subhidhawo aur  vikas pr gram panchyat kolakandi me rajya sarkar aur kendra sarkar janta ka dhan janta ke liye   khrch krti he gram panchyat kolakandi me priwar rajistar me 90 priwar  votar list me234 jangana me 333 asthyi niwasi 66 palayan 000 b p l id 41 bplcard 18 antodayacard 09 apl card 76 he sarkar ke kaam ka hisab vrs 2008 se vrs 2013 tk shichha mad me 28 lakh 04 hajar 483 rupaue bal vikas mad me 1 lakh 64 hajar400 rupaye  shwashthya mad me11 hajar 200rupaye gramvikas mad me 29 lakh7 hajar531 rupaye sarkar ne jan subhdhawo  ko sahajta sulbhta pr 5 sal me khrch kiya jan subhdhawo ke naam pr byy kiye jane  wale hisab ka yadi sadupayog ho jay to ganw ki dasa avm disa swt hi badal jayegi -sampadk-shishpal singh rawat

SARKAR KA KAAM KA HISAB GANW JAROLA SE

Bharat sarkar aur rajya sarkar niyojan aur vikas pr paisa isliye kharch krti he ki aam, aadmi ko ganw me hi buniyadi jarurate sahaj sulbh ho jay ganw jarola me sarkar ke kaam ka hisab priwar rajisatar me 131 priwar votar list me 369 jangana me 261 asthyi niwasi 65 palayan 45 bpl id 33 bpl card 13 antodaya card 27 apl card 94 sarkar ke kaam ka hisab 2008 se 2013 tk shichh mad me 5172240r shwashtya mad me 13600r balvikas mad me 405000r gram vikas mad me manrega majduri 3707939r rajya vit mad me 200000rpani mad me 000r vidhut mad me 000r sanchar mad me 000rsarkar ne jansubhidhwo ko sahaj saral sulbh pr garm jarola me kharch kiya jan subhidhawo ke naam pr khrch kiye jane wala hisab ka n koyi mulyakan krne wala n koyi puchhne wala n koyi nirichhan krne wala janta ka aadmi he aur n garmpanchyat sarkar iske atirikt ganw me sarkari paisa kharch krne wali swymsewi shanstha samitiyna aur vibhago ke kaam ko puchhne wala koyi nhi kynoki  gram panchyat sarkar ke paas nirichhan wasuli dand dene ka

KAM KA HISAB LOKTANTRA KE PRW ME

Lalkile ki prachir se dr manmohan singh ne kangres ke kam ka hisab aazadi ke 66sal bitne pr sunaya aur lalan collage bhuj gujrat ke maidan se narendar modi ne gujrat ke kam ka hisab loktantra ke prw pr suna kr janta ko jagaya janta ne suna  samichha ki lekin is hisab me 1 paisa se lekr 1 rupya tk ka hisab janta nhi samgh payi jis aazadi ki kurvani pr lakho kardho log sahid huye unke samaan ko pidhi dr pidhi banaye rkhne ke liye 15 augsat ka din loktantra ka prw ke rup me manaya jata he aur des ka prdhanmantri lalkilya ki prachir se des ke niyojan aur vikas ka rasta kholata he kendra se rajya rajya se jila jila se block block se ganwa me 1 paisa se lekr 1 rupaya ka niyojan jb phnuchata he to uska bantwara hokr yadi kendra aur rajya sidha paisa ganwo ko de de to kam ka hisab ganw ki janta se paya ja sakega gore angrejo ki dasta ki mansikta se bharat ke kale angrejo ki bhrst nitiyano se aazadi ka sukhad ahsas loktantra ke prw ko samjha ja sakega

GRIB GATA N CHIRNI LATA

Bharat me 66 hajar ke lagbhg grampanchyate he aazadi ke 66 sal bit jane ke bad bhi barat ke prtek ganw me lagbhg 6 priwar aise honge jo abhi bhi samajik aazadi arthi aazadi rajnetik aazadi ki intjar kr rhe he 66 sal bit jane ke bad bhi in priwarano ke paas  pet ke liye bhojan  tan ke liye kapdha aur rhne ke liye chhat tk nhi he us samya ak dalar ki kimat 1947 me  1 rupaya thi  aaj 2013 me ak dalar ki kimat 67 rupiya ho chukiaur dbharat ki aazadi ko bi 67wa sal lg chuka   likin ganwao  me grib gata n chirni lata puri aazadi n paa ski-sampadk shishpal singh rawat

YNU HI BIT JATE 5 SAL

5 sal ke liye janta apna neta chunti he ki ganwa me bijli paani se lekr hr prkar ki jan subhidhayne  sarkar se sahjata sarlta se sulabh ho jaya  lekin jab kuch ginti ke log pidhi dar pidhi niyojan aur vikas ki malayi se mal   mal hote rhte aayegne to rajshahi me antar kya ?adhiktr ganw aise he jahna niyojan aur vikas ke naam pr sarkari lebal to lga he lekin usse janhit nhi  we ganw aaj bhi upechhit niyojan aur vikas ke liye chhtpatahat me he  apni pidha byana krte we log grampanchyato se parit parstawo ko chhetrpanchyat aur jila panchyat ki baithako me rakh kr lekin rajya vidhan shabha aur lok sabha ki baithako me  wh niyojan aur vikas ka intjar ynu hi bit jata5 sal ka intjar krte krte aur tab tak sarkar badal jati he -sampadk-shishpal singh rawat