Sahukar apni punji se byaj phle hi le leta he aur muldhan ko bandhak bna deta he isse chhutkara paane ke liye bhartsarkar ne banko ki asthapna ki thi thik sahukar ki trj pr bank kaam krte he jiske liye unke paas punji se punji ka byapar krne ke liye laiesens bhi he in banko vitiya sanstawano samitiyano chit fand companiyano ko paisa bhartiya rijrv bank 4 prtisat byaj pr nabard ke madhyam se deta he jo aam aadmi ko 12 se 28 ptisat byaj pr milata he is 4 prtisat ki rakam se kamaayi krke vitaya sanssatawano samitiyano companiyano ki karmik se likr dayitwa dhark adhikari tk kamayi krte he yh paisa maal bechne wali companiyan dhandhe ka vistar felakr ak chen ki trh is trh deti he ki compani ka utpad pl bhr me bik jaata he yh paisa aam aadmi ki jeb se andhui kamayi ka istort punji ke kaarobar krne walano ko prapt hota he is makar jal me uttrakhand ki prathmik sadhan sahakari samitiyana bhi girft me aa chuki he samiti ke naam pr hone wala labhans ko karmik se lekr dayitwadhark adhikari tk atrikt kamyi ka jugadh byapar ke naam pr apni painth bnaa chuka he -sampadk-shishpal singh rawat
नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
मंगलवार, 4 दिसंबर 2012
शनिवार, 24 नवंबर 2012
ARTHI LE JANE KA NHI RAASTAA
Vikas khand devpryag ke bangarh patti ke gaanwa jarola me aawagaman ke liye sark marg n hone ke karan gaanwa me marne wale logo ko samsan ghaat devpryag tk le jane ke liye maansik prtarna se gujrnaa prtaa he 1990 me is gaanwa ke liye sark swikirt huyi thi jo dewka baagi tk hi bn paayi uske baad 1997 me sark swikirt huyi jo gaanwa chhdiyara hokr kaandi chaami tk hi bn paayi aur 20011 me sark swikirt huyi to kayi baar srwe ho chuka jarola tk lekin sark abhi tk nhi bn paayi is trh is gaanwa ke liye sark to swikirt ho jaati lekin bn nhi paati jisse arthi le jaane ke liye gaanwa walo ko bhhyal paakhno dhangar gadhhera ukal udhayar kantedar banjar bhumi pr chal kr gosil bhatwari gaanwa ke paas sark tk arthi apne kandhno pr dhokr lani parti he is maansik prtarna se gaanwa ke kuchh priwar gaanwa se palayan kr chuke he jis gaanwa me arthi le jane ke liye sark nhi whna niwas krke logno ko kya haasil hoga jo anya logno ko bhi mansik rup se prtarit hona hi rhna he se un gaanwno me vikas ka kya dirstikon hoga ?-sampadk-shishpal singh rawat
सोमवार, 19 नवंबर 2012
MAHILAWANO NAAME SATA
Panchansatni nirwachwa me 50 fisdi aarchan mahilawano ke liye he lekin vidhayika aur sansad me 10 fisdi tk nhi 33 fisdi aarchan vidhayika aur sansad me mahilawano ki bhagidari ke liye vidhi ke sadan me parstawa to aata he lekin wh paas nhi ho pata jabki panchansatni nirwachan 50 fisdi mahilawano ke liye ganwa ka neta banane ka niyam laagu kr diya gya he yh rahsaya niti se hat kr he ganwa ke vikas ke liye aaye dhan ki jaankaari sabhi mahila netawano ko nhi unhe khand vikas adhikari garampanchyat vikas adhikari ke kaaryalaya ki bhi jaankari nhi to mahila neta ke naam pr shasaan aur sarkaar gram panchyat chhetr panchyat jila panchyat hi chala kr jab purus brchsawa hi rahana he mahila naame sata janta ka neta banane se kya haasil?-sampadk-shishpal singh rawat
शनिवार, 10 नवंबर 2012
SAB KUCH CHALATA HE
H s b c bank ki jinewa shakha me 6 hajar karor rupai ka kala dhan 700 khato me bhartiyano ka jama he ki jankari kejriwal ke khulase se huyi sarkar kale dhan pr chhapa marti he ye chhape khanha mare gye jinki bank me chhoti rasiyana thi yaisa ys khulase se aabhas hota he ganwa istr tk najar doorayi jaya to sarkari paisa ka hisab kitab ke liye majdur ki majduri ka hisab kitab to mil jayega lekin 40 prtisat paise ki samargi ka hisab kitab nhi jinse yojnawno ki samargi krya ki jati he aapke paas paisa he to aap sark khod kr paani ki payap laiyan le ja sakte ho aam raste aur sark pr parking tatha atikrman kr sakte ho aapke ghr pr pair ki chhanwa pr rhi ho ya aapko urnkhtola utaarna ho to wh pair chupchap kt sakta he aapko koyi bhi patr prpatr chahiye wh chupchap ban sakta he aapki naukri lag gyi aapke paas kaam ka bhochh pr gya aap 3 hajar ki pagar pr uttrakhand ke garamin chhetr se kisi bhi berojgar se sahayk ka kaam le sakte ho se sab kuchh chalata he lekin loktantr ki apni nitiyna he jiska palan sabhi ko krna prta he ka pripalan krna hi prega -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 6 नवंबर 2012
GAIRSAIN ME SARKAR
Kangres mudda chhin le gyi sabse aakhir rajya banane ke 13we bars ke 6din phle hi sapno ke rajya uttrakhand ko aagyaatwas se chhutakaaraa paane ki purjor aitihasik kosis saansad garhwal aadchhyach vidhansabha uttrakhand sarkar aur mukhyamantri uttrakhandsarkar ne gairsain me kaibinet baithk sampan krk ki loktantra ka kaark sani he sanibar ke din18 gate kaartik ke mahine sambat 2069 ko mirgsira nachhatra me gairsain ke block sabhagaara me uttrakhand sarkar ki kaibinet baithk thhaid pahadi saili me huyi agle sal makrasakantri parwa pr sambat 2070 me vidhansabhabhawan gairsain me banaya jaayega ki aadharsila rakhi jaayegi ka din bhi taya kiya-sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 30 अक्तूबर 2012
AASTHA KE SATH KHILWADH
Yh sach he ki uttrakhand devbhumi he lekin is bhumi ko dohan bhumi bana kr andhi kamayi ke laalach me aastha ke sath khilawadh kiya ja rha he bhta huwaa pani rastirya sampada he lekin bhte paani ko baandh kr use matmaila bnaa kr bhaya jakr andhi kamyi krna aur logo ke jiwan ke sath khilwadh krna jaayaj nhi he prkirti prdat aastha ke asthan jalasaya me dubaye jakr wahna se andhi kamayi kr ke janta ka neta bne rhna vikas nhi kha ja sakta jis baandh ko 60 mitr banana tha use aastha ke asthan ko dubane ke liye 90 mitr ki d p r banawa kr kirtim aastha ka mandir banane ki puri taiyari kaliya shoodh ke dhaari mandir me ho chuki he-sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 24 अक्तूबर 2012
MANTRI PR FKNE KAALE JHANDE
Janta apna nwta chunti he to aakachanye bhi rkhti he neta ke dwara janapechhawano ko upechhawano me nhi bdlna chahiye use nertatwa hi krna he lekin jab neta janta ka nertatwa n krke kuchh karyakrtawano ka nertatwa kre to swabhawik he janta kaale jhande dikhayegi aur birodh bhi darj kregi kuchh aisa hi drsya block devpryag ke hindlokhal bazzar me pulish ke saaye me karyakrtawano ki bhithak lene phuche devpryag vidhan sabha ke vidhayak aur uttrakhand sarkar me peyjal shichha mantri mantri prsad naithani ko chhetriya vikas sanghrs samti ne kaale jhande dikhaye aur fenke mantri ke jane pr 25 prdarsankariyano ko pulish devpryag thaane le gyi aur chhodh gyi khaspati chhetr me loktantr ko kuchlne ki yh phli ghtana he -sampadk-shishpal singh rawat
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
वार गुरु बैसपाणी जामणीखाल सैनिक विश्राम गृह सड़क
आज इस सड़क पर लोग चर्चा कर रहे थे कि सड़क आगे बढेगी।
-
गोसिल भटवाड़ी गुरु देबता के बीच पहाड़ी पर फंसा बाघ को वन विभाग की टीम पकड़ कर ले गई।
-
ग्रामीण बाजार जामणीखाल से 1 किलोमीटर पहले सैनिक विश्राम गृह है के नीचे 29 दिसम्बर 2021 को विधायक देवप्रयाग के द्वारा वार गुरु भैसकोट तक सड़...
-
ग्रामीण बाजार जामणी खाल में सड़क 9 मीटर होनी चाहिए पर लोकनिर्माण विभाग ने दुकान मालिकों को नोटिस कुछ दिन पहले दिया और आज अतिक्रमण हटाने बुल...