Kangres mudda chhin le gyi sabse aakhir rajya banane ke 13we bars ke 6din phle hi sapno ke rajya uttrakhand ko aagyaatwas se chhutakaaraa paane ki purjor aitihasik kosis saansad garhwal aadchhyach vidhansabha uttrakhand sarkar aur mukhyamantri uttrakhandsarkar ne gairsain me kaibinet baithk sampan krk ki loktantra ka kaark sani he sanibar ke din18 gate kaartik ke mahine sambat 2069 ko mirgsira nachhatra me gairsain ke block sabhagaara me uttrakhand sarkar ki kaibinet baithk thhaid pahadi saili me huyi agle sal makrasakantri parwa pr sambat 2070 me vidhansabhabhawan gairsain me banaya jaayega ki aadharsila rakhi jaayegi ka din bhi taya kiya-sampadk-shishpal singh rawat
नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
मंगलवार, 6 नवंबर 2012
मंगलवार, 30 अक्तूबर 2012
AASTHA KE SATH KHILWADH
Yh sach he ki uttrakhand devbhumi he lekin is bhumi ko dohan bhumi bana kr andhi kamayi ke laalach me aastha ke sath khilawadh kiya ja rha he bhta huwaa pani rastirya sampada he lekin bhte paani ko baandh kr use matmaila bnaa kr bhaya jakr andhi kamyi krna aur logo ke jiwan ke sath khilwadh krna jaayaj nhi he prkirti prdat aastha ke asthan jalasaya me dubaye jakr wahna se andhi kamayi kr ke janta ka neta bne rhna vikas nhi kha ja sakta jis baandh ko 60 mitr banana tha use aastha ke asthan ko dubane ke liye 90 mitr ki d p r banawa kr kirtim aastha ka mandir banane ki puri taiyari kaliya shoodh ke dhaari mandir me ho chuki he-sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 24 अक्तूबर 2012
MANTRI PR FKNE KAALE JHANDE
Janta apna nwta chunti he to aakachanye bhi rkhti he neta ke dwara janapechhawano ko upechhawano me nhi bdlna chahiye use nertatwa hi krna he lekin jab neta janta ka nertatwa n krke kuchh karyakrtawano ka nertatwa kre to swabhawik he janta kaale jhande dikhayegi aur birodh bhi darj kregi kuchh aisa hi drsya block devpryag ke hindlokhal bazzar me pulish ke saaye me karyakrtawano ki bhithak lene phuche devpryag vidhan sabha ke vidhayak aur uttrakhand sarkar me peyjal shichha mantri mantri prsad naithani ko chhetriya vikas sanghrs samti ne kaale jhande dikhaye aur fenke mantri ke jane pr 25 prdarsankariyano ko pulish devpryag thaane le gyi aur chhodh gyi khaspati chhetr me loktantr ko kuchlne ki yh phli ghtana he -sampadk-shishpal singh rawat
सोमवार, 15 अक्तूबर 2012
SRKTE_SRKTE
tehri loksabha up chunaw ka taaj maala rajya laxmi shah tatkalin tehri riyasat ki maharani aur bhajapa prtayasi ke sir pr saja se log dhire-dhire tatkalin tehri riyasat ki nitiyno ki trf srkte-srkte aarhi he loktantra ke hote huye visw vikhayat rajneta hemwantinandan bhuguna ke pootr aur uttarakhand ke mukhya mantri vijay bhguna ke putr saket bhuguna ko 22649 mato se pichhe srkna para mala rajya laxmi shah ko postal mat mila kr 245845 aur saket bhuguna ko postal mat lmila kr 223141 ka janades mila srkte-srkte sata dhari dal ko up chunaw me har ka samana nhi krna prta se kangres ko apni jamini karykartawano ki upechha ko apechha me 2014 ka chunawa ka aagaaj krna prega srkte-srkte -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 2 अक्तूबर 2012
PAISE JANTA SE UGTE HE
Paisa per pr nhi ugta yh kthn he bharat ke prdhanmantri arthsastri manmohan singh ka f d i ke pachh me dais ke naam sandses asal me dekha jaay to paisa per pr nhi ugta lekin jhna yh paisa ugta he wh ak per he yski jmin janta he tana sarkar he aur tahaniyna punjipatti he aazadi se phle ak majdur ki majduri 1 rupiya thi do dask baad 3 rupiya huyi apna dais apna kaanun apni janta me majdur 3 bargo me bant gya se 8 ghante kaam karne ki majduri 120 rupiya prtidin jamin pr kaam krne wala 1000 rupiya prtidin kaagjpatr banaane wala aur 10000 rupiya prtidin kaam ka nirichhan dayitwa satyapan karne walao ki he paisa aakir janta se hi ugta he ydi ak majdur ko ghr baithe uske hk ki nakad majduri miljay aur use utpadan ke upbhog ka tustigun bhi mil jay to paisa ugaane ke chakar me f d i ka maalik majdur swth hi hoga -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 25 सितंबर 2012
L P G IDHAN AUR JUNGEL
Garamin mahilawano ke shir pr lakriyno ka bhojh dekh kr ghr pr priwar ke liye rasoyi teyar krne ke liye katte junge laur mahilawano ki dasa awm durdasa se hoti piraa ko dur krne ke liye 1989 me tatkalin kendry petroliym mantri bharat sarkarBarhamdatt ne uttrakhand ke khas patti chhetr ko 1200 rupyeno me ghrelu l p g gais kaneksan uplabhdh karwaye the aur aaj ye bhedh kaneksan satyapan ke naam pr abhedh kiye ja rhe he 2004 me chandrbadni gais sarvis ne jansewa ke naam pr angesi kholi jansewa ke naam pr andhi kamayi ke laalch se 1989 ke bhedh gais upbhokta ko shosit kiya ja rha he jisse devparyag se lekr kandikhal tk kyi aise gais kaneksan upbhokta he jinka abhi tak satyapan nhi ho paya-sampadk-shishpal singh rawat
सोमवार, 17 सितंबर 2012
ADHIKARI AAYA JANTA KE BICH
Chhetriya vikas sangrs samati devpryag ke netrtw me khaspatti chhetr ki 8 nyya panchyato ki janta ne 13 sitmbr 2012 ko urja bhibhag devpryag ke karayly me bidhut ki aniymit katoti ki aawaz uthayi aur dharna diya tatha nayab thsil dar devpryag ko gyapan prstut kiya lagatar 6 maha se hindlokhal chhetr ke 90 gawno ko bhidhut ki animiyt katoti jhelte huye aakhir urja bhibhag ke karylaya me janta ko aana para aakroisit janta ne karyalaya pr tala lagaya aur bhit aapurti tb tk ke liye band krwa di jab tk urja bhibhag ka jimedar adhikari janta ke bich nhi aata aakhir der shayn ko urja bhibhag ka d j m rajnish agrwal ne dharna de rhe logo ko 20 din ke bhitr bhidhut niymit aapurti ka aaswasan diya se aakrosit janta saant huyi devpryag vikas khand ka durbhagya he ki neta devpryag ki janta banati he lekin raajnetik labh devpryag vikas khand ko nhi mil pata vikas ke nam pr sambhdhit bhibhago ke karmiko adhikariyno ke dwara najiwadi thappa lga diya jata he aur adhikari gawno me jane se hichkichate he lekin bhidhit bhibhag ka d j m rajshnis agrwal janta ke bich aaya aur 20 din ke bhitr niymit bhitut aapurti bnane ka aaswasan diya -sampadk-shishpal singh rawat
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
वार गुरु बैसपाणी जामणीखाल सैनिक विश्राम गृह सड़क
आज इस सड़क पर लोग चर्चा कर रहे थे कि सड़क आगे बढेगी।
-
गोसिल भटवाड़ी गुरु देबता के बीच पहाड़ी पर फंसा बाघ को वन विभाग की टीम पकड़ कर ले गई।
-
ग्रामीण बाजार जामणीखाल से 1 किलोमीटर पहले सैनिक विश्राम गृह है के नीचे 29 दिसम्बर 2021 को विधायक देवप्रयाग के द्वारा वार गुरु भैसकोट तक सड़...
-
ग्रामीण बाजार जामणी खाल में सड़क 9 मीटर होनी चाहिए पर लोकनिर्माण विभाग ने दुकान मालिकों को नोटिस कुछ दिन पहले दिया और आज अतिक्रमण हटाने बुल...