मंगलवार, 7 अगस्त 2012

KURA NISTARAN KI PAHAL

Garamin bazzar jamani khal me prwes krte hi log naak pr hath rakh kr aagye bdhte he lekin koye yh nhi khta ki bhadarn ho chuki gandhgi or kure ko htaya jaya sari huyi sag bhji aur mans machhi ke awses tukre aur poolithin ke ambar se bazzar ke dono nardane atte pre he charo trf se urti badbu ka tibr jhoka sidha dimag ko prbhawit kr deta he grampanchyat chhetrpanchyat jilapanchyat  aur loknirman vibhag tatha byaparmandl or jamanikhalvikas samiti koyi bhi apna samajik swachhta dayitwa nibhane ko taiyar nhi se kis trh janswasthya ki surghha ki garanti sarkar degi kuch logo ko kamayi se mtlb ho kr kura nistarn yk nasur bn chuka he aakhir pahal krega koon? yski liye aap aur hm sbko hi bazzar ki swachhta bnye rkhne ke liye pahal krni hi hogi taki mahamari ka prkop apni jaro ko sinchit n kr ske -sampadk-shishpal singh rawat



APRADH KE ANDHERE ME BACHHPAN

Apradh ke andhere me bharat ka gum hota bachhapn chinta ka karn bnta ja rha he bachha hi bhwishya ka nirmata he ka shosn utpirn tha apradh ki or bdhata garaph bhartiya prmprawno ko dhwst kr chuka he jin bachho ko aagn ki gujnti kilkariyna bachha hi bhgwan bagiya ka ful khaha jata he unhi bachho ke khilap apradh ke aakdhe bemani lagti he hr koyi khusl mangl puchhne pr yhi sawal krta he ki khub chhn bal bachha bachhapn khel me bitaya jawani nind bhr soya aaya bhudhapa dekh kr bande ab kyno roya? jis bachhpan ki chacht  se samaj ka vikas nirntr viksit hona chahiye tha wh bachhpan apradh ke andhre me jine ko viws he iske liye aap aur hm ko satat bhgidhari nibhani hogi  - sampadk-shishpal singh rawat

मंगलवार, 24 जुलाई 2012

SATYAPAN

Rasan kard gais kneksan manrega jabcard aadi anya we anudan prk yojnaynawno ka satyapan sarkar kra rhi he lekin yh kis trh satyapan kiya ja rha se jab gribo ke hk ko dakarne wali nitiyna brkrar hi rhni he  to satyapan ka aadhar kya?asathayi rup se mul niwas krne wala priwar ka rasan kard to banaya jata lekin jab rasan gais kerosin  aawtan vitrn ki  bari aati he to suchi me uska naam nhi se wh priwar rasan gais kerosin se banchit rh jata he gaawn se playan kr chuka priwar ka manrega jab card se lekr we sbhi prkiryane pripun ki ja chuki he wh panchyat chunawno me bhi apna amulya  yogdan dekr bhi playan kr jata he taaki nitiyna brkrar rhe to loktantra ka aadhar kya?jis jhut ki buniyad pr loktantra jinda rkha jata he wh vikas ka styapan nhi kr skta jb tk koyi halla krta he tb tk satyapan ki tarikh nikl chuki hoti se fir bhi satyapan ho jata he jiski chalti uski nhi koyi glti jiski nhi chlti uski sbse bari glti--sapmpadk-shishpal singh rawat

शनिवार, 14 जुलाई 2012

JANTA KA SADN DEVPRYAG

vikas khand devpryag ki b d c baithk 13 jully 2012 ko block mukhyalya hindlokhal ke samudayik sabhagar me block prmukh kusham sajwan ki adhyachhta me huyi shichha shwasthya peyajal vidhut lok nirman pr chrcha ke dooran janprtinidhiyno ke sawalo ka  sahi jabab sambhdhit vibhagadhikariyno awm unke prtinidhiyno ke dwara n diye jane pr jila vikas adhikari ne janta ke prti jababdheh  ki puri tayari ke sath aaye khaha devpryag block ki vikas ke prti hoti upechha se janprtinidhiyno ke sawalo se aakors ghhlkne pr sabhi sawalo ka jabab jila vikas adhikari ko dena padha pr janta ke sadn me janta ke dwara chune gye janprtinidhiyno ka  ros thma -sampadk-shishpal singh rawat

शुक्रवार, 13 जुलाई 2012

GAWNO ME ROONK KHNA ?

5 jully 2012 se uttrakhand ke pahadhi gawno me badal brs gye se ganwo  me roonk lootni suru ho gyi baaris ke liye logo ne kya nhi kiya ? indr devta ko khus krne ke liye hawn ygg paath madan kiye gye sukhe kheto me jiwan ka sanchar hriyali ke ankur se suru to huwa  dhan ghhgro koda ki fasal ki jgh dal gooth bhtt mungri hi shi log kheti me jut gye jbki uttrakhand me jal sampda van sampda khanan sampda wayu sampda ki  bhrmar hote huye bhi in sampdawno se uttrakhand ka pahadhi chhetr roonk vihin he halanki nitiyna he lekin logo ko janakariyna nhi janakari ke abhaw me gawno me roonk khna  ?sampadk-shishpal singh rawat

बुधवार, 27 जून 2012

UTTRAKHAND KA PASUDHAN BHUK KI CHPET ME

sarkar aajkal sitarganj me chunawi byastata sadu sant avirl bhti ganga ke liye krte uttkanthta aur bhuk ki chpet me uttrakhand ka pasudhan luptatata ki or hoti agrsartata hoga kyno nhi jis ashadh ke mhine pahadhi sinchat kheto me dhaan ki kyariyna lahalahati hoti thi whna sukha hi sukha jin janglo se pasudhan ko chaaraa patti sahaj me uplbhdh ho jati thi whna kaalimaa hi kaalimaa to pasu dhan ko jiwan milegaa khna se jin jangli pasu pachhiyno ko janglo me chahchana tha unka rukh ho chuka gaawna ki aabadi aur suke kheto me to chaaraa pati ke abhaw se garam gost ki mandiyno ki bhent sahj me sulabh hota uttra khand ka pasudhan gaawno me ab nagnya ho chuka pasudhan ke bina kheti khnaa?sampadk-shishpal singh rawat

बुधवार, 20 जून 2012

VIKAAS KA PAISA

suchna ke adhikar se prapt jaankaari ke tht 1 april  2007 se 31 march 2012tk 1460 dino ke bhitr 468 indra aawaso pr 199.38 lakh rupye 54 dindyal aawaso pr 23.19 lakh rupye saansd vikas nidhi se 6 yojnawo pr 40.5 lakh rupye chhetr panchyat nidhi se 12380590 lakh rupye rajya  vit se 18932678 lakh rupye terhwna vit se 3485101 lakh rupye mnrega se 4343.37 lakh rupye swrn jaynti se129.91 lakh rupye vikas khand devpryag ke dwara khrch kiye gye vikas ke naam pr aaya paisa se ganwo ki halt dekho whi ubdh khabdh raste banjr pri kheti paani vidhut sichha swasthya rojgaar se banchit gaawno se hota playan vikaas ki swth hi pool khol rhaa he vikaas ak anwrt prkiryaa he -sampadk-shishpal singh rawat

वार गुरु बैसपाणी जामणीखाल सैनिक विश्राम गृह सड़क

 आज इस सड़क पर लोग चर्चा कर रहे थे कि सड़क आगे बढेगी।