Apradh ke andhere me bharat ka gum hota bachhapn chinta ka karn bnta ja rha he bachha hi bhwishya ka nirmata he ka shosn utpirn tha apradh ki or bdhata garaph bhartiya prmprawno ko dhwst kr chuka he jin bachho ko aagn ki gujnti kilkariyna bachha hi bhgwan bagiya ka ful khaha jata he unhi bachho ke khilap apradh ke aakdhe bemani lagti he hr koyi khusl mangl puchhne pr yhi sawal krta he ki khub chhn bal bachha bachhapn khel me bitaya jawani nind bhr soya aaya bhudhapa dekh kr bande ab kyno roya? jis bachhpan ki chacht se samaj ka vikas nirntr viksit hona chahiye tha wh bachhpan apradh ke andhre me jine ko viws he iske liye aap aur hm ko satat bhgidhari nibhani hogi - sampadk-shishpal singh rawat
नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
मंगलवार, 7 अगस्त 2012
मंगलवार, 24 जुलाई 2012
SATYAPAN
Rasan kard gais kneksan manrega jabcard aadi anya we anudan prk yojnaynawno ka satyapan sarkar kra rhi he lekin yh kis trh satyapan kiya ja rha se jab gribo ke hk ko dakarne wali nitiyna brkrar hi rhni he to satyapan ka aadhar kya?asathayi rup se mul niwas krne wala priwar ka rasan kard to banaya jata lekin jab rasan gais kerosin aawtan vitrn ki bari aati he to suchi me uska naam nhi se wh priwar rasan gais kerosin se banchit rh jata he gaawn se playan kr chuka priwar ka manrega jab card se lekr we sbhi prkiryane pripun ki ja chuki he wh panchyat chunawno me bhi apna amulya yogdan dekr bhi playan kr jata he taaki nitiyna brkrar rhe to loktantra ka aadhar kya?jis jhut ki buniyad pr loktantra jinda rkha jata he wh vikas ka styapan nhi kr skta jb tk koyi halla krta he tb tk satyapan ki tarikh nikl chuki hoti se fir bhi satyapan ho jata he jiski chalti uski nhi koyi glti jiski nhi chlti uski sbse bari glti--sapmpadk-shishpal singh rawat
शनिवार, 14 जुलाई 2012
JANTA KA SADN DEVPRYAG
vikas khand devpryag ki b d c baithk 13 jully 2012 ko block mukhyalya hindlokhal ke samudayik sabhagar me block prmukh kusham sajwan ki adhyachhta me huyi shichha shwasthya peyajal vidhut lok nirman pr chrcha ke dooran janprtinidhiyno ke sawalo ka sahi jabab sambhdhit vibhagadhikariyno awm unke prtinidhiyno ke dwara n diye jane pr jila vikas adhikari ne janta ke prti jababdheh ki puri tayari ke sath aaye khaha devpryag block ki vikas ke prti hoti upechha se janprtinidhiyno ke sawalo se aakors ghhlkne pr sabhi sawalo ka jabab jila vikas adhikari ko dena padha pr janta ke sadn me janta ke dwara chune gye janprtinidhiyno ka ros thma -sampadk-shishpal singh rawat
शुक्रवार, 13 जुलाई 2012
GAWNO ME ROONK KHNA ?
5 jully 2012 se uttrakhand ke pahadhi gawno me badal brs gye se ganwo me roonk lootni suru ho gyi baaris ke liye logo ne kya nhi kiya ? indr devta ko khus krne ke liye hawn ygg paath madan kiye gye sukhe kheto me jiwan ka sanchar hriyali ke ankur se suru to huwa dhan ghhgro koda ki fasal ki jgh dal gooth bhtt mungri hi shi log kheti me jut gye jbki uttrakhand me jal sampda van sampda khanan sampda wayu sampda ki bhrmar hote huye bhi in sampdawno se uttrakhand ka pahadhi chhetr roonk vihin he halanki nitiyna he lekin logo ko janakariyna nhi janakari ke abhaw me gawno me roonk khna ?sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 27 जून 2012
UTTRAKHAND KA PASUDHAN BHUK KI CHPET ME
sarkar aajkal sitarganj me chunawi byastata sadu sant avirl bhti ganga ke liye krte uttkanthta aur bhuk ki chpet me uttrakhand ka pasudhan luptatata ki or hoti agrsartata hoga kyno nhi jis ashadh ke mhine pahadhi sinchat kheto me dhaan ki kyariyna lahalahati hoti thi whna sukha hi sukha jin janglo se pasudhan ko chaaraa patti sahaj me uplbhdh ho jati thi whna kaalimaa hi kaalimaa to pasu dhan ko jiwan milegaa khna se jin jangli pasu pachhiyno ko janglo me chahchana tha unka rukh ho chuka gaawna ki aabadi aur suke kheto me to chaaraa pati ke abhaw se garam gost ki mandiyno ki bhent sahj me sulabh hota uttra khand ka pasudhan gaawno me ab nagnya ho chuka pasudhan ke bina kheti khnaa?sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 20 जून 2012
VIKAAS KA PAISA
suchna ke adhikar se prapt jaankaari ke tht 1 april 2007 se 31 march 2012tk 1460 dino ke bhitr 468 indra aawaso pr 199.38 lakh rupye 54 dindyal aawaso pr 23.19 lakh rupye saansd vikas nidhi se 6 yojnawo pr 40.5 lakh rupye chhetr panchyat nidhi se 12380590 lakh rupye rajya vit se 18932678 lakh rupye terhwna vit se 3485101 lakh rupye mnrega se 4343.37 lakh rupye swrn jaynti se129.91 lakh rupye vikas khand devpryag ke dwara khrch kiye gye vikas ke naam pr aaya paisa se ganwo ki halt dekho whi ubdh khabdh raste banjr pri kheti paani vidhut sichha swasthya rojgaar se banchit gaawno se hota playan vikaas ki swth hi pool khol rhaa he vikaas ak anwrt prkiryaa he -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 12 जून 2012
PRYAWRN_PRDUSN_POOLITHIN
pahado me wh aabo hawa khna?yh sb priwrtn huaa prdusn se aur iski aag me ghi ka kaam kiya poolithin ne poolithin ak jurt bhr tk hi simit to he lekin pryug krne ke baad jb isko fenk diya jaataa he se subh jb-jb iske dher ko aag lgai jaati se niklne waali gandh aur dhunwa pahad ke pryawrn ko thik usi trh aawrn me le leta he jis trh raahu aur ketu surygrhn aur chandr grhn ke kaark he poolithin ko 30 din ke bhitr uttrakhand se htaane ke liye mukhyamantri uttrakhand sarkar ne ghosna ki se yh tbhi sambhnw hoga jb aap aur hm pahad ke pryawrn ko smghhe aur poolithin - palastik ka upyog hi n kre-sampadk-shishpal singh rawat
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
25 वां राज्य स्थापना दिवस
9नवम्बर 2000 को उतराखण्ड राज्य की स्थापना उतरांचल नाम से हुई कुछ समय बाद उतराखण्ड नाम दिया गया आज 25 वां राज्य स्थापना दिवस आरम्भ।
-
गोसिल भटवाड़ी गुरु देबता के बीच पहाड़ी पर फंसा बाघ को वन विभाग की टीम पकड़ कर ले गई।
-
ग्रामीण बाजार जामणीखाल से 1 किलोमीटर पहले सैनिक विश्राम गृह है के नीचे 29 दिसम्बर 2021 को विधायक देवप्रयाग के द्वारा वार गुरु भैसकोट तक सड़...
-
ग्रामीण बाजार जामणी खाल में सड़क 9 मीटर होनी चाहिए पर लोकनिर्माण विभाग ने दुकान मालिकों को नोटिस कुछ दिन पहले दिया और आज अतिक्रमण हटाने बुल...