12gte baisakh 25 aprel 2013 ko man chandrabadni ke charno me garmi bazar jamani khal me jamani ku thaul shanti purwk sampan huyaa apni pramparayo aur sanskirtik mulyo ko banaye rakhane me 4 patwari chhetro ki rajswa pulish is maie ki surchha ki jimedari nibhati he uttrakhand sarkar ydi is maile ka upyog apni vikas yojanawo ke prchar parsar ke liye kre to un sabhi yojanawo ki jankariyana dbe huye kuchle huye soshit utpirit partirt logo ko kirtath hogi aur jamani ku thaul purinimaa ke chand ki trh apni chmk banaye rkh skegaa is sal yh maila jamanikhal se jarola jaane wale rashte tk sadhak pr faila -sampadk-shishpal singh rawat
नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
शनिवार, 4 मई 2013
बुधवार, 24 अप्रैल 2013
AASTHA KA RASTHA
16 sekand me ak aadmi aastha ke karanwa me samil hota jata he chandrakut parwat pr viseskr nawratro me is karwna me molkhali se paidal path mandir tk 30 se 50 hajar logo ka hr bakt jamghat nawratr me aawagaman laga rahta he 50 mitr sidhiyan par krke 16 sekend me hi awa-pithai lagaa aur jwaa tk hi aastha simit ho gyi he anumant 15 se 20 lakh logo ne molkhali me prtham prwes se thodha aage aapdagrast khand bhand ho rkha raste se aur mandir ka prtham prwes shidhi ke paas atikrmit ho rkha raste se aastha ka rasta paar kiya lekin kisi ki itni himat nhi huyi ki maan ke darwar me jane wala aastha ka rastha logo ko sahjata sulbhata sarlata se paar hota pr sabhi ne sarkne me hi apni bhlayi samjhi andhi kamayi ki lalak ki laalsa ne dekhte huye jante huye samjhate huye us raste ko wesa hi rahane diya maana chandrabadni ke mandir jaane ka mandir se hone wali kamayi se sarkar ko koyi rajaswa nhi milta lekin sarkar chandrakut parwat pr vikas karya me janta ke dhan lagati he -sampadk-shishpal singh rawat
गुरुवार, 18 अप्रैल 2013
KHUL GYA PUNJABNATIONALBANK JAMANIKHAL ME
Devpryag tehri motr marg ke khas patti chhetr ke vikaskhand devpryag me maan chandrabadni ki god me bsa garmin bazar jamanikhal me 13 aprl 2013 ko sanibar ke din punjab national bank ki 7691 wi shakha vidiwt khul gyi on lin banking seawo ke labh se chhetriya janta hr prkar ki yojanawo se sidhe apne khate me paisa prapt kr payegi wh bhi apne ghr ke paas me chetriya janata me khusi ki lhr chha gyi is awsr pr 120 khata dharko ne lagbhg 10 lakh ki dhn rasi jama krke apni prsanta ka shriganes kiya shakha prbandhk punjab national bank jamanikhal satye singh kaintura ne aap aur hm ke dwara bank ka udghatn kiya thik usi trh jis trh nadi ghati aur pahad hindiweekly ka prkashn garmin bazar jamanikhal me sampadk shishpal singh rawat ne garmin bazar jamanikhal me garmin ptrkarita ka subharambh janaury 2008 me aap aur hm ke dwara kiya punjab national bank ki shakha ke udghatn me byapar mandl ke sbhi byapariyo ne bhrpur sahyog diya -sampadk-shishpal singh rawat
रविवार, 7 अप्रैल 2013
THOOL AIE GYEN
29 gte chet 11 aprel 2013 se samvat 2070 suru ho jayega is din chetaraastmi ke diye jalegne aadi skti ke upask skti ki aradhna bhi suru kregne 14 aprel 2013 ko baisaki ke prw se thool aie gyen suru ho jayega jo jeth ki sangrad ko samapan hoge wese karitik mahna se uttrakhand me thool sur ho jate he se khas patti chhetr me baisakh mahna me hi thool suru hote is savansar ka raja birhspati aur mantri sani he sani loktantra ka karak uttrakhand me asthaniya nikay chunaw se lekr panchasthani chunaw aur sansdiya chunaw kra rha he thool hamari sanskrti ka prichayak he vina kisi anudan aur vajat ke ai thool hamari sanskrti ko jiwntata ko banaye rkhte huye aa rhe he yadi sarkar in thoolo ka upyog apni vikas yojnawno ke prchar prsarprme kre to aam aadmi sarkar janta ke dwar ko samjhne me jagruk ho jayega aur vilupt hote ja rhe ye thool sarnchhit ho skte he -sampadk-shishpal singh rawat
शनिवार, 23 मार्च 2013
JUJHTA RAHI GRANTH KA VIMOCHAN
Vikas khand devprayag ke block sabhagar hindolakhal me samajsevi sawrgiy Murlidhar Uniyal ki pratham punya tithi ke avsar par khaspatti chetra ke logo ne sardhanjali is prakar arpit kee ki duniya cheer ismriti granth jujhata rahi ke samajsevi ko yaad karegi neta aur adhikari to sabhi huye lekin jan neta janadhikari aur jan samajsevi ka tamga sawrgiy murlidhar uniyal hi pa saka us khaspatti se jiska naam lene se log kanpte hai jujhta rahi pustak ka vimochan doctor D.r. purohit ne upstith logo ke beech chandrabadani kala awm sanskritik samiti hindolakhal ke sojanya se kiya - sampadk- Shishpal singh rawat
गुरुवार, 21 मार्च 2013
SHKAARI SAMITI NAAME LOKTANTRA
Ab to garmin chhetro me 20 km pridhi ke bhitr dhan ko jama krne aur krj dene wale bank n j o aur shkari samitiyno ki shakhayne khul chuki he phle yh kaam dak ghr se suru hokr shakari samiti shakari bank se logo ko shakarita ka loktantra ulabdh kiya gya jis shahukar ki chugl se logo ko ringrstata se chutkara delane ke liye shakarita ki rachna huyi thi wh loktantar nhi rha andhi kamayike ke chakr me rin dene wale bank n j o samitiyna logo ko ringrstata se chhutkara dene me nhi swym ke loktantra ko sthapith krne me adhik jagruk ho chuki se byawstha ythaawath thathawat purawatha hi he -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 12 मार्च 2013
SHICHHA KI SAMANTAR SARKAR
jinka kaam bachho ko aisi shichha se shichhit krna he ki we jiwn jine layk shichha hasil kr sake ko schoolo me samantar sarakar parbhandhan samiti ke naamse school bhwan banwane bachho ko khana khillwane kitabe dress aur ganwo me neta banawane tatha hr parkar ki ganana karwane ke kaam me lagaya jata he to we kis trh sabhidhan ke tht apni sewa ko sarthak kr rhe he ? jis janta ki gaadhi kamaayi se shichhko ko betan diya jata he uska laabh janta ko nhi mil pata se us shichha vibhag me chuni huyi sarkar se alg ht kr samantar sarkar is trh kaam krti he ki kisi ko kb kyno khana kaise kis trh ki bhnk hi nhi lagne dete ?ydi koyi sawal puchhe to sawalo ka jabab dene wale school ka adhyapak school me samnwyk nyaa panchyat me khnd shichha adhikari blok me jila shichha adhikari jile me nhi mil pate se babuwano ke pass ak hi jabab ki sahab miting me he -sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 6 मार्च 2013
AB GHR ME MAHFUJ NHI GIRHNIYNA
Khas patti chetr ke patti chandrabadni ke ganwa kota khal ke rainital me rat me 2 nakabposo ne girhni laxmi devi ko bandhak bna kr nakdi aur jevrat lute lutpat ki prtham suchana girhshwami ne patwari choki chandrabadni me darj ki apradh ki dirsti se chetra me yh tisri ghtna he chetra wasiyno me bhya ka mahol bypt ho chuka he rajswa up nirichhk patwari choki chandrabadni ke dwara janch prkirya jaari he -sampadk-shishpal singh rawat
शनिवार, 2 मार्च 2013
VIKAS KA NAMBR AAYEGA
Jin band darawajano ke kamro me ganwo ke vikas ki yojnaye janta ke liye banti he unka bhotik satyapana hona bhi jaruri he aur uska parinaam janta ko bhi milna chahiye pini ke liye paani clane ke liye sadhk ujale ke liye vidhut ki yojanawo ka itna bura haal he ki kuch kaha nhi ja sakta devpryag blok me paani sadhk vidhut ki jo yojna 1980 me suru ki gyi thi wh partham priwar se lekr antim priwar tk abhi sulabh nhi ho paayi jisse ganwo melogo ne aas chodh di naam ke ganw rh gye he bhajkaldaram ki aisi maaya ki jiske paas paisa he wh sab kuch haasil kr leta he jiske paas kuch nhi wh lain me laga rhta he ki nambar aayega aur nambar aataa nhi nakad naaryan prhri jo khadh he -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 19 फ़रवरी 2013
HR MAAH 15 TARIKH KO HOGA BHUUDESIYA SIVIR
Blok mukhyalya hindlokhal me uttrakhand sarkar ke peyajal aur shhichhamantri mantiparsad naithani ne phla bhuudesiya sivir ka aayojan khaspatti chhetr ki jalwant hoti samnsayawo ke liye aayojit kiya sabhi vibhago ke adhikari aur jila adhikari ranjit sinha sivir me mojud the mahilawo ke liye rasoyi gais ke silendr prtek maah hom dilivri se aur sawsthyaa sewawao ke kaimp prtek nyaypanchyat str pr thaa hr maah 15 tarikh ko poorikhal hindlokhal hisiriyakhal bhrpurpatti me bhuudesiya sivir aayojit kiye jaane ki byawstha ke liye kaabina mantri ne jiladhikari tehri ko kaha janta ko kitni rahat mili ke liye mantri ji hr maah 12 13 14 tarik ko chetr bhrman krke jaankaari lenge -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 12 फ़रवरी 2013
KHULAASAA_MANREGAA KA SACH
Logo ko majaduri se matlab he unke khaate me paisa aanaa chahiye paisa aane ke baad logo ko yh matlab nhi ki hme jo paisa diya gya wh kis mad se aaya aur hamare dwara jo kaam kiya gya wh kiske upyog ke liye sirjit huwaa tatha sirjit kiya gya kaam aur samrgi ki gunwata kis trh ki he halaakni iske liye pura ak tantra he berojgar ko kaam chahiye to ganwa me khuli baithak hogi panchyat sahayk garmpanchyat vikas adhikari garmpardhan panch manrega takniki j e karykaram adhikari aur mukhyavikas adhikari manrega karykrm ko kiryanwyn kregne manrega jaab card se kaam aur bank khato se kaam ka bhugtan ki paardrsita niti he is niti ke piche ka sach social odit tim janati he jiski janakari ganwa ke partham byakti se antim byakti ko nhi he -sampadk-shishpal singh rawat
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
नदी घाटी और पहाड़
आंदोलनकारी पहचान उतराखण्ड
उतराखण्ड राज्य बने 26 साल पूरे होने जा रहे है पर नवम्बर 2000 से राज्य की सत्ता ने उतराखण्ड राज्य आंदोलनकारियों की पहचान के लिए जो नियम थोप...
-
जय हो सनातन संस्कृति का पहला सम्बोधन है और देवी की स्तुति में जय हो एक मंत्र है। सम्पादक- नदी घाटी और पहाड़।
