jinka kaam bachho ko aisi shichha se shichhit krna he ki we jiwn jine layk shichha hasil kr sake ko schoolo me samantar sarakar parbhandhan samiti ke naamse school bhwan banwane bachho ko khana khillwane kitabe dress aur ganwo me neta banawane tatha hr parkar ki ganana karwane ke kaam me lagaya jata he to we kis trh sabhidhan ke tht apni sewa ko sarthak kr rhe he ? jis janta ki gaadhi kamaayi se shichhko ko betan diya jata he uska laabh janta ko nhi mil pata se us shichha vibhag me chuni huyi sarkar se alg ht kr samantar sarkar is trh kaam krti he ki kisi ko kb kyno khana kaise kis trh ki bhnk hi nhi lagne dete ?ydi koyi sawal puchhe to sawalo ka jabab dene wale school ka adhyapak school me samnwyk nyaa panchyat me khnd shichha adhikari blok me jila shichha adhikari jile me nhi mil pate se babuwano ke pass ak hi jabab ki sahab miting me he -sampadk-shishpal singh rawat
नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
मंगलवार, 12 मार्च 2013
बुधवार, 6 मार्च 2013
AB GHR ME MAHFUJ NHI GIRHNIYNA
Khas patti chetr ke patti chandrabadni ke ganwa kota khal ke rainital me rat me 2 nakabposo ne girhni laxmi devi ko bandhak bna kr nakdi aur jevrat lute lutpat ki prtham suchana girhshwami ne patwari choki chandrabadni me darj ki apradh ki dirsti se chetra me yh tisri ghtna he chetra wasiyno me bhya ka mahol bypt ho chuka he rajswa up nirichhk patwari choki chandrabadni ke dwara janch prkirya jaari he -sampadk-shishpal singh rawat
शनिवार, 2 मार्च 2013
VIKAS KA NAMBR AAYEGA
Jin band darawajano ke kamro me ganwo ke vikas ki yojnaye janta ke liye banti he unka bhotik satyapana hona bhi jaruri he aur uska parinaam janta ko bhi milna chahiye pini ke liye paani clane ke liye sadhk ujale ke liye vidhut ki yojanawo ka itna bura haal he ki kuch kaha nhi ja sakta devpryag blok me paani sadhk vidhut ki jo yojna 1980 me suru ki gyi thi wh partham priwar se lekr antim priwar tk abhi sulabh nhi ho paayi jisse ganwo melogo ne aas chodh di naam ke ganw rh gye he bhajkaldaram ki aisi maaya ki jiske paas paisa he wh sab kuch haasil kr leta he jiske paas kuch nhi wh lain me laga rhta he ki nambar aayega aur nambar aataa nhi nakad naaryan prhri jo khadh he -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 19 फ़रवरी 2013
HR MAAH 15 TARIKH KO HOGA BHUUDESIYA SIVIR
Blok mukhyalya hindlokhal me uttrakhand sarkar ke peyajal aur shhichhamantri mantiparsad naithani ne phla bhuudesiya sivir ka aayojan khaspatti chhetr ki jalwant hoti samnsayawo ke liye aayojit kiya sabhi vibhago ke adhikari aur jila adhikari ranjit sinha sivir me mojud the mahilawo ke liye rasoyi gais ke silendr prtek maah hom dilivri se aur sawsthyaa sewawao ke kaimp prtek nyaypanchyat str pr thaa hr maah 15 tarikh ko poorikhal hindlokhal hisiriyakhal bhrpurpatti me bhuudesiya sivir aayojit kiye jaane ki byawstha ke liye kaabina mantri ne jiladhikari tehri ko kaha janta ko kitni rahat mili ke liye mantri ji hr maah 12 13 14 tarik ko chetr bhrman krke jaankaari lenge -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 12 फ़रवरी 2013
KHULAASAA_MANREGAA KA SACH
Logo ko majaduri se matlab he unke khaate me paisa aanaa chahiye paisa aane ke baad logo ko yh matlab nhi ki hme jo paisa diya gya wh kis mad se aaya aur hamare dwara jo kaam kiya gya wh kiske upyog ke liye sirjit huwaa tatha sirjit kiya gya kaam aur samrgi ki gunwata kis trh ki he halaakni iske liye pura ak tantra he berojgar ko kaam chahiye to ganwa me khuli baithak hogi panchyat sahayk garmpanchyat vikas adhikari garmpardhan panch manrega takniki j e karykaram adhikari aur mukhyavikas adhikari manrega karykrm ko kiryanwyn kregne manrega jaab card se kaam aur bank khato se kaam ka bhugtan ki paardrsita niti he is niti ke piche ka sach social odit tim janati he jiski janakari ganwa ke partham byakti se antim byakti ko nhi he -sampadk-shishpal singh rawat
शनिवार, 9 फ़रवरी 2013
KHULAASAA-RASHANCARD AUR RASHAN
Hamara gantantra visgntiyano se pre he isme bharat ke antim vykati ki khusi was krti he garmsabhayne panchyati raj ka sudirdhikrn aur nagr nikayano me blsali prbhawi bhumika haavi he sarkar ne prtek garmpanchyat me prsaasan tantra nirdharit kr rkha he yh apne aap me kitna paak saaf he ke liye dekha jaay to b p l antodaya aur manrega jaa card ka labh kya garamprhri lokshichhaprerk aagnwadhi kryaktri shayika bhojanmaata aasha rashandilar panchyat sewak minibank sewak aur ganwa se palayan kr chuke pariwar uthaa rhe he to tantar ka kya utrdayitwa ?ganwa ki matdataa suchi me ganawa se 6 maha se adhika palayan kr chuke pariwar aur bahar se aaye huye we pariwar jo roji roti kamaate he ka naam darj hona se garam panchyat sarkar chhetr panchyat sarkar jila panchyat sarkar jb apni hi ho to suchana adhikar se prapt janakaari ka khulasa nhi ho pata aisa ak maamla garam pancyat tyaalni ke r t i karyakrta lochan singh bisht se parkas me aaya is pr s d m kirtinagar ki jaanch prkirya jaari he -sampadk-shishpal singh rawat
शुक्रवार, 25 जनवरी 2013
JODH_GHATAANAA
Mah january 2013 me uttrakhand ke 12 jilo me tiryistrya panchyat chunaw ke liye vot dalane walo ke naam darj kiya ja rha he 25 january tk siyasat ke is jodh ghatane ke khel me 18 sal ki aayu ka koyi bhi yuwk yuwti apna naam darj votr list me darj kr sakta he rajniti ka pahala paaydan isi khel se suru hota he jisko hr koyi nhi samjh sakta aur ab to gram panchyat vikas adhikariyno se yh kaam school ke adhyapakno ko b l o banakr niti pr nkel ksne ki niti ne rajniti ke phle paayadan pr kil is trh thok di ki janta ka neta banne ke liye antim tarikh gujrne pr hi pata chalata he ki votr list me naam darj jodh ghatane ki niti awses rh gyi ko ain kain prkaren loktantra ka smaan krnaa he hi -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 15 जनवरी 2013
KHASPATTI KI JANTA HO RHI JAAGRUK
Devpryag vidhansabha ki khaspatti ki janta ab jaagruk ho rhi he ka kathan uttrakhand sarkar ke pejal awm shichha mantri mantri parsad naithani ne block mukhyalaya hindlo khal me karyakrta baithak me 12jan 2013 ko kaha 40fisadi manrega ka dhan samrgi ke naam pr andhi kamayi ka ishtort bn chuka adhikari karmchari ganwano me kaam ka satyapan karna to rha dur baithak tk krna munasib nhi samjhate pine ka paani garamin bazzar jamani khal me kuchh pariwaro ke siwaya anya khi uplabdh nhi hota se peyajal ki isththi aur rajkiy intr coolej hindlo khal me 2 sal se bina padhayi betan pane wale2 shichhakayiyno se shichhabibhag ki isththi ka prsan janta ne kryakrta bethak me kabina mantri ke samchh uthaya hr mah 12-13-14 tarik ko ganwo ka bhrman krke 15 tarik ko block mukhyalaya pr janta ko jabab adhikari degne se kabina mantri ne janta ko aaswasit karyakrta bethk me diya -sampadk-shishpal singh rawat
सोमवार, 7 जनवरी 2013
GUTKHA_PANMASALA PR PRTIBANDH
Uttrakhand sarkar ne 1 janauary 2013 se gutkha aur tambaku ukt panmasala pr prtibandh lagaya he lekin yh dukano me bikata rha dukandar ko apna maal bechne se matlab he khridar ko nafa nuksan ho rha he ki jimadari sarkar ko he jo mal bechne ke liye layisens jari krti he swasthya bibhag aur khadhya surchha bibhag ne mahangro me badhi machhliyano ko girft me to nhi liya lekin ak bkt ki roti kamane wala rehdhi patri wala dukamdar pr chhapa naam ki karrwahi kanun ke naam se khanapurti ki ganwa ke garamin bazzaro me gutkha tambaku paanmasala bikta rha hr jgh gutke ke khali repr yh prdrsit kr rhe ki abhi gutkha prtibhandh nhi huwa aakir ganwao ke bazzaro me chhapaa marega kon?-sampadk-shishpal singh rawat
JANTA CHUNE SIDHE BLOK PRMUKH AUR JILA PANCHYAT ADHYACH
Jis prkar ganwa ki janta ganwa ke pardhan ka chunaw krti he usi trh janta blok prmukh aur jila panchyat ka adhyach ka chunaw kre is pryog ke sfl hone pr janta ke dwara des ke pardhan mantri ka chunawa bhi ho isse loktantra ko bhi majbuti milegi ganwa istr ke parit parstawo ko vikas khand aur jila istr ki bhethako me mahtwa milegaa garm pardhan ki trj pr blok prmukh aur jila panchyat adhyach bhi ganwa ke prti utrdayi honge ak neta dusre neta pr utrdayitwa ki jimadari n dal kr sabhi janta ke prti utrdayi honge bhrstachar swta hi ukhdh jayega n koyi b d c membr aur jila panchyat membrano ko apne pachh me bhaj kaldaram ki chkachondh se juta payega aur n koyi dhan bal ke sahare b d c membr aur jila panchyat membr bnne ke liye bhajkaldaram ki chakachondh ko janta ke bich prdrsit krega aur n hi koyi blok prmukh jila panchyat adhyach bnne ke liye sura sundri aur sangit ka tandwa nirtya krke bhrstachar ko panah dega iski pahal aap aur hamkom hi krni he -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 25 दिसंबर 2012
KOKH SE HI SURU HOTA KTTL KA SILSILA
Des ki rajdhani delhi me chlti bus me fijiyotherepi pairamidical yuwti ke sath amaanwiy balatakar ne des ki sark se lekr sansad aur rashtpati bhwan tk ko apne aakros se jhakjhor diya he ydi byasta us yuwti ko tatkal surchha uplabdh kraa deti to wh jinda laas bn kr jindgi gujarne ke liye jine ki chaha nhi rkhti yh haal jb des ki rajdhani ka he to un gali kuchno aur ganwno ki kya sthrhi hogi jahna kokh se hi kttl ka silsila suru ho jata he nr ki chahat me ?knya bhurn kali se pusp bnte bnte raakh ke dher me tabdil hokr bhi amanwiy jghnya baltakar ka dans bhugtti rhti he yske liye pariwar pariwaro ka sangh samaj samajano ke sangh se chuni huyi sarkare aur uska tantra utrdayitwa he jiska prinaam ubhrta janakors -sampadk-shishpal singh rawat
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
नदी घाटी और पहाड़
आंदोलनकारी पहचान उतराखण्ड
उतराखण्ड राज्य बने 26 साल पूरे होने जा रहे है पर नवम्बर 2000 से राज्य की सत्ता ने उतराखण्ड राज्य आंदोलनकारियों की पहचान के लिए जो नियम थोप...
-
जय हो सनातन संस्कृति का पहला सम्बोधन है और देवी की स्तुति में जय हो एक मंत्र है। सम्पादक- नदी घाटी और पहाड़।
