uttrakhand prdes bna to rajdhani bhi gairsain me hoti yhi sapna tha logo ka pahad ke nam ki rajniti kendr me himalyi rajyno ki awdharna ke nam pr aur uttrakhand me gairsain rajdhani n shi to km se km vidhansbha ka str hi shi ki niti bnti bigrti rhti he jis gairsain ka nam lohwagarhi tha ko angrej kmisnr lusigtn ne poori ke vjay lohawgarhi ko kmisnri mukhyalya bnane ka prstaw angrej sarkar ko diya tha se mandl nhi to km se km peskari dptr to bnaya ka drdh sknlp kiya se aaj bhi s d m kort moojud he aur ab kangres sarkar ke mukhyamantri vijay bhhuguna ne km se km vidhansbha ka str gairsain me aayojit krne ka sknlp to liya aakhir gairsain ke nam pr pahad me ho rajdhani ki rajniti chlti rhegi log sunte rhege aur sarkare bdlti rhegi -sampadk-shishpal singh rawat
नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
मंगलवार, 22 मई 2012
शुक्रवार, 11 मई 2012
Naagrik adhikar
aam naagriko ke prti n koyi uch adhikari aur n koyi janta ke dwara chuna gya janprtinidhi chintn mnn krta he se aam naagrik ab swtw hi apna sangh bnane ke liye chintn mnn krne lga he hanlaki aam naagriko ke adhikaro ke liye lrne wale kyi panjikirt dal he jinhe chunaw aayog chhetriy aur rashtriy dalo ki panjikirt manyata deta he yadi dekha jay to kyi aise panjikirt publick n j o bhi he jo aam naagriko ke adhikaro ke hk ke liye lrte he ke babjud bhi aam aadmi ko sbhidhan prdt adhikar 1950 se abhi tk hasil nhi ho paye yh tbhi sambhw ho payega jb gaarm blok jila rajya kendr str tk naagrik adhikar sangh ki panjikirt kametiya loktantrik parnali dwara bne-sampadk-shishpal singh rawat
रविवार, 29 अप्रैल 2012
pachhaan
apni boli aur bhasa apnu rhn shn aur sanskrti apni pachhaan hoti he aadmi khi bhi rhe wh apni sanskrti se judhwa bnaaye rkhna apnaa sbse bara nasib smghhta he uttrakhand swrg ka dwaar he yh dwaar garhwali aur kumawni do bhasawno ke smrdh bhandar se bhrpur he bharat hi nhi duniya ke kone kone se apni pachhan bna kr garhwali aur kumawni ke prti ntmskta ho jate he ab to sansad me bhi yse 8wi anusuchi me bhi rkha gya ki sarthk bhs garhwal saansd satpal maharaj ne ki se apni bhasa apni pachhan ko aur mahtw milega -sampadk-shishpal singh rawat
शनिवार, 28 अप्रैल 2012
sadha huaa gehnu
b p l a p l anodya teen sherniya he logo ki inko milne wala rashan sadha huaa gehnu se jo aata pisa huaa milta he ki gunwata ko dekha jaya to psuwno ke kam aane wale aate se bhi nimn str hota he yh gehnu sarkari saste gle ki dukano me sarwjnik vitrn prnali ke tht2ruppe 4ruppe ki dr pr rashankard dharko ko 10 kilo gehnu diya jata he yh sb jb sarkar ke naak ke niche ho rha he to un dukano goodamo ki kya shththi hogi jhna sarkari aknus nhi he yh sadha huaa gehnu jise pasu bhi nhi khate use uttrakhand ke pahadhi gawno me garamin jno ko khilaya jata he yisa bhed bhaw kyno? -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 17 अप्रैल 2012
jan apechhawano ke prti
me hara nhi jita hnu sarkar kangres ki bni me devpryag vidhan sbha ki jan apechhawano ke prti us smya se sangrsrt rha jb me kangres kameti ka blok adhych tha aur abhi bhi sangrsrt hnu bykti aate aur jate he lekin sagnthn srwopri he sagnthn ke dwara hi jan apechhayne biksit hogi is sampadk ko jan aabhar me aaye purw sichanyi mantri surbeer singh sajwan ne garamin bazar jamani khal me bhent warta me kha-sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 11 अप्रैल 2012
mantri ji aaye
jamani khal me devpryag vidhan sbha se nirdliy vidhayk aur uttrakhand sarkar me peyjal sighcha kirsi kirsibiprn mantri mantri prsad naithani ka aagmn huaa mantri ji bole ki me chetr ki sabhi samnsyao se wakif hnu inka samadhan to aaj tk ho jana chahiye tha pani ki nlki pr logo ne mughe jitaya ab mera frj bnta he ki koyi bhi priwar pani se vnchit n rhe 29 mint ki baithk krke mantri ji aaye aur chetr me chle gye -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 27 मार्च 2012
loktantr ki ptri pr sarkar
phli bar uttrakhand vidhansabha me vidhansabha adhychh pd pr loktantrik prkirya se vidhayko ne apna mtdan adhychh pd pr govind singh kunjwal ko 39 ttha harbanskapur ko 31 mt dekr kaangres ki sarkar ko loktantr ki ptri pr laye ksmks se vidhayika byawsthapika ko march fainl 2012 ko fainl krne pr kuchh raht to huyi se sarkar janaakaachawno janapechhawno aur janbhawnawno ko sakar kr legi loktantr ki ptri pr doorti sarkar ko vikas ka bhotik styapn yojnawno ka asthliy niyojn se mulyakn ttha byawsttha ko janta ke prti uttrdayitw pripaln ho to gramsbha se loktantr mjbut hokr ptri pr dorega-sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 21 मार्च 2012
siyast ka bdlta rang
march fainl hone me smya bhi kya rh gya vikas k nam pr arbo ki bndrbant hogi kis trh se siyast bhi girgit ki trh rang bdlti he logo ki soch ab nidhiyno se ht kr vikas ke aayam se aage sochne ka dayara bhi bdlta ja rh he jmini hkikt ko dekha jay to apni gramsbha apni sarkar se lekr kfn aur dfn tk ki sari prkiryawo ki gti itni dhimi prti ja rhi he ki siyast ke girgiti rang se log wakif ho chuke he ydi krmwar gawno ko ab tk vikas ki lain me lgaya hota to siyast ke girgiti rang ke labh se mnusyata bhi viksit ho jati lekin yh nhi ho payega isliye ki log dhire dhire jankariyno se awgt to ho rhe he pr jankariyan dhri ki dhri rh rhi he kyno ki vikas ke nam pr siyast apna rang bdlti he -sampadk-shishpal singh rawat
सोमवार, 19 मार्च 2012
mna ke chrno me...
Nadi Ghati Aur Pahad: nadighatiaurpahad-hindiweekly: nadighatiaurpahad-h...: nadighatiaurpahad-hindiweekly: nadighatiaurpahad-hindiweekly : ma chanderbadni ki charno mi pernam-shishpal singh rawat
गुरुवार, 15 मार्च 2012
khskte-khskte
13 march 2012 ko uttrakhand me kangres ki sarkar bnne ke liye mukhyamantri pd pr tehri saansd vijay bhuguna ko rajyapal margret aalwa dwara pred grawand me shpth dilate vkt 36 ki sankhya me vidhayk khskt-khskte kangres ki 11 aur nirdliy 4hi shpth grhn me the pr kangres sarkar ko bhumat 29 march ko krna he 32 vidhayko me 19 vidhayko ne bagawt ki aur haridwar saansd hrishchandr singh rawat ke kheme me delhi chle gye unke sath bsp ke 3 vidhayk bhi the jo 1 ghnte baad pred grawnd me aagye uttrakhand me kangres ki taajposi se phle kangres vidhayko ki bagawat kangres saansdo ki gutbandi khi prdesh ke vikas kobhi n khiska de se chunwa 2012 me kangres ko 23 aur bhajpa ko bhi 23 sito pr bagawat ke karn sata se nirdliy vidhayko ne 36 ki sankhya pr khskaya aur tisri nirwachit sarkar nisapth li-sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 7 मार्च 2012
janadesh-2012
5 rajuo me 690 janprtinidhiyo ka chunaw janta ne bre synm ke sath aur chunaw aayog ne janta ke jajbe se prerit hokr 70 se 80 fisdi mtdan loktantr ki mahtw ko vishw me shanti bywsta se smpn kiya manipur me kangres ki sarkar goowa me bhajpa ki sarkar punjab me aakalidal-bhajapa ki sarkar uttraprdesh me samajwadi ki sarkar aur uttrakhand me trinsku stithi ka janadesh diya ab 1825 dino ki sata ko bhidhayika karyapalika nyaaypalika kis trh janakanchawo ki purti krti he pr janta hi janardn he ka janadesh 2017 me us hi prapt hoga jo dekhega bolega aur krega janakanchwo ki purti-sampadk-shishpal singh rawat
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
नदी घाटी और पहाड़
आंदोलनकारी पहचान उतराखण्ड
उतराखण्ड राज्य बने 26 साल पूरे होने जा रहे है पर नवम्बर 2000 से राज्य की सत्ता ने उतराखण्ड राज्य आंदोलनकारियों की पहचान के लिए जो नियम थोप...
-
जय हो सनातन संस्कृति का पहला सम्बोधन है और देवी की स्तुति में जय हो एक मंत्र है। सम्पादक- नदी घाटी और पहाड़।
