संदेश

AASTHA KA RASTHA

16 sekand me ak aadmi aastha ke karanwa me samil hota jata he chandrakut parwat pr viseskr nawratro me is karwna me molkhali se paidal path mandir  tk 30 se 50 hajar logo ka hr bakt jamghat nawratr me aawagaman laga rahta he 50 mitr sidhiyan par krke 16 sekend me hi awa-pithai lagaa aur jwaa tk hi aastha simit ho gyi he anumant 15 se 20 lakh logo ne molkhali me prtham prwes se thodha aage aapdagrast khand bhand ho rkha raste se aur mandir ka prtham prwes shidhi ke paas atikrmit ho rkha raste se aastha ka rasta paar kiya lekin kisi ki itni himat nhi huyi ki maan ke darwar me jane wala aastha ka rastha logo ko sahjata sulbhata sarlata se paar hota pr sabhi ne sarkne me hi apni bhlayi samjhi andhi kamayi ki lalak ki laalsa ne dekhte huye jante huye samjhate huye us raste ko wesa hi rahane diya maana chandrabadni ke mandir jaane ka  mandir se hone wali kamayi se sarkar ko koyi rajaswa nhi milta lekin sarkar chandrakut parwat pr vikas karya me janta ke dhan lagati he -sampadk-shishpal sing

KHUL GYA PUNJABNATIONALBANK JAMANIKHAL ME

Devpryag tehri motr marg ke khas patti chhetr ke vikaskhand devpryag me maan chandrabadni ki god me bsa garmin bazar jamanikhal me 13 aprl 2013 ko sanibar ke din punjab national bank ki 7691 wi shakha vidiwt khul gyi on lin banking seawo ke labh se chhetriya janta hr prkar ki yojanawo se sidhe apne khate me paisa prapt kr payegi wh bhi apne ghr ke paas me chetriya janata me khusi ki lhr chha gyi is awsr pr 120 khata dharko ne lagbhg 10 lakh ki dhn rasi jama krke apni prsanta ka shriganes kiya shakha prbandhk punjab national bank jamanikhal satye singh kaintura ne aap aur hm ke dwara bank ka udghatn kiya thik usi trh jis trh nadi ghati aur pahad hindiweekly ka prkashn garmin bazar jamanikhal me sampadk shishpal singh rawat ne garmin bazar jamanikhal me  garmin ptrkarita ka  subharambh janaury 2008 me aap aur hm ke dwara kiya punjab national bank ki shakha ke udghatn me byapar mandl ke sbhi byapariyo ne bhrpur sahyog diya -sampadk-shishpal singh rawat

THOOL AIE GYEN

29 gte chet 11 aprel 2013 se  samvat 2070 suru ho jayega is din chetaraastmi ke diye jalegne aadi skti ke upask skti ki aradhna bhi suru kregne 14 aprel 2013 ko baisaki ke prw se thool aie gyen suru ho jayega jo jeth ki sangrad ko samapan hoge  wese karitik mahna se uttrakhand me thool sur ho jate he se khas patti chhetr me baisakh mahna me hi thool suru hote is savansar ka raja birhspati aur mantri sani he sani loktantra ka karak uttrakhand me asthaniya nikay chunaw se lekr panchasthani chunaw aur sansdiya chunaw kra rha he thool hamari sanskrti ka prichayak he vina kisi anudan aur vajat  ke ai thool hamari sanskrti ko jiwntata ko banaye rkhte huye aa rhe he yadi sarkar in thoolo ka upyog apni vikas yojnawno ke prchar prsarprme  kre to   aam aadmi sarkar janta ke dwar ko samjhne me jagruk ho jayega aur vilupt hote ja rhe ye thool sarnchhit ho skte he -sampadk-shishpal singh rawat

JUJHTA RAHI GRANTH KA VIMOCHAN

Vikas khand devprayag ke block sabhagar hindolakhal me samajsevi sawrgiy Murlidhar Uniyal ki pratham punya tithi ke avsar par khaspatti  chetra ke logo ne sardhanjali is prakar arpit kee ki duniya cheer ismriti granth jujhata rahi ke samajsevi ko yaad karegi neta aur adhikari to sabhi huye lekin jan neta janadhikari aur jan samajsevi ka tamga sawrgiy murlidhar uniyal hi pa saka us khaspatti se jiska naam lene se log kanpte hai jujhta rahi pustak ka vimochan doctor D.r. purohit ne upstith logo ke beech chandrabadani kala awm sanskritik samiti hindolakhal ke sojanya se kiya - sampadk- Shishpal singh rawat   

SHKAARI SAMITI NAAME LOKTANTRA

Ab to garmin chhetro me 20 km pridhi ke bhitr dhan ko jama krne aur krj dene wale bank n j o aur shkari samitiyno ki shakhayne khul chuki he  phle yh kaam dak ghr se suru hokr shakari samiti shakari bank se logo ko shakarita ka loktantra ulabdh kiya gya  jis shahukar ki chugl se logo ko ringrstata  se  chutkara delane ke liye shakarita ki rachna huyi thi wh loktantar nhi rha   andhi kamayike ke chakr me rin dene wale bank n j o samitiyna logo ko ringrstata se chhutkara dene me nhi swym ke loktantra ko sthapith krne me adhik jagruk ho chuki se byawstha ythaawath thathawat purawatha hi he -sampadk-shishpal singh rawat

SHICHHA KI SAMANTAR SARKAR

jinka kaam bachho ko aisi shichha se shichhit krna he ki we jiwn jine layk shichha hasil kr sake ko schoolo me samantar sarakar parbhandhan samiti ke naamse school bhwan banwane bachho ko khana khillwane kitabe dress aur ganwo me neta banawane tatha hr parkar ki ganana karwane ke kaam me lagaya jata he to we kis trh sabhidhan ke tht apni sewa ko sarthak kr rhe he ? jis janta ki gaadhi kamaayi se shichhko ko betan diya jata he uska laabh janta ko nhi mil pata se us shichha vibhag me chuni huyi sarkar se alg ht kr samantar sarkar is trh kaam krti he ki kisi ko kb kyno khana kaise kis trh ki bhnk hi nhi lagne dete ?ydi koyi sawal puchhe to sawalo ka jabab dene wale school ka adhyapak school me samnwyk nyaa panchyat me khnd shichha adhikari blok me jila shichha adhikari jile me nhi mil pate se babuwano ke pass ak hi jabab ki sahab miting me he -sampadk-shishpal singh rawat

AB GHR ME MAHFUJ NHI GIRHNIYNA

Khas patti chetr ke patti chandrabadni ke ganwa kota khal ke rainital me rat me 2 nakabposo ne girhni laxmi devi ko bandhak bna kr nakdi aur jevrat lute lutpat ki prtham suchana girhshwami ne patwari choki chandrabadni me darj ki apradh ki dirsti se chetra me yh tisri ghtna he chetra wasiyno me bhya ka mahol bypt ho chuka he rajswa up nirichhk patwari choki chandrabadni ke dwara janch prkirya jaari he -sampadk-shishpal singh rawat