मंगलवार, 5 जून 2012

KOTESHWR KA PAANI GHHNDIDHAR

2005-6 me devpryag vikaskhand ki poorikhal aur tooli bangarh patti ke102 gawno ke liye koteshwr se paani ghhandidhar tk phuchane ke liye yojna bni thi 31 may 2012 ko adhisasi abhiynta jalnigm devpryag ke dwara 800 kilo litr chhmta ka peyjl tenk ghhndidhar me paani ka bhandarn krke 102 gawno ko peyjl aapurti sunischit ho ki testing ki bhagirati ka paani koteshwr se ghhandidhar tk phuchne me 2190 din aur 200 m m chhmta ke 4600 mitr paaip lain pr swikirt 970.38lakh ruppyno me  anumant 750 lakh ruppye byya huye pr abhi bhi kaam chl rha he ab ghhandidhar se  paani phuchega 102 gawno me jahna 1982-83 me paip lain bich chuki thi pr paani splayi ka udghhatn krwayenge peyjl mantri uttrakhand sarkar pr lagi pyase logno ki njr-sampadk-shishpal singh rawat 

बुधवार, 30 मई 2012

JANGLO ME AAG

uttrakhand me nadi ka koyi aisa kinara, ghati ki koyi aisi pangadadi, aur pahad ki koyi aisi  choti nhi jhna dhuwna nhi udg rha ho. aur yh dhuwna aisi smy jb des bides se log uttrakhand me aati he devbhumi ke drshan krne. grin belt ki 80 fisdi uplbhdta krte uttrakhand ke jangl.aur jb aag lgti he to jangl ka bbibhag muk drsk bn jata he. bhti nadi ka paani bhaandh kr urja ke naam se dhn kmane ke liye to he, lekin jangl ki aag bughhane ke liye nhi .yhi halt rhegi to uttrakhand registan bnne ki or agrsr ho jayega .kynoki hmari imaandaari he khnaa?sampadk-shishpal singh rawat

मंगलवार, 22 मई 2012

GAIRSAIN

uttrakhand prdes bna to rajdhani bhi gairsain me hoti yhi sapna tha logo ka pahad ke nam ki rajniti kendr me himalyi rajyno ki awdharna ke nam pr aur uttrakhand me gairsain rajdhani n shi to km se km vidhansbha ka str hi shi ki niti bnti bigrti rhti he jis gairsain ka nam lohwagarhi tha ko angrej kmisnr lusigtn ne poori ke vjay lohawgarhi ko kmisnri mukhyalya bnane ka prstaw angrej sarkar ko diya tha se mandl nhi to km se km peskari dptr to bnaya ka drdh sknlp kiya se aaj bhi s d m kort moojud he aur ab kangres sarkar ke mukhyamantri vijay bhhuguna ne km se km vidhansbha ka str gairsain me aayojit krne ka sknlp to liya aakhir gairsain ke nam pr pahad me ho rajdhani ki rajniti chlti rhegi log sunte rhege aur sarkare bdlti rhegi -sampadk-shishpal singh rawat

शुक्रवार, 11 मई 2012

Naagrik adhikar

aam naagriko ke prti n koyi uch adhikari aur n koyi janta ke dwara chuna gya janprtinidhi chintn mnn krta he se aam naagrik ab swtw hi apna sangh bnane ke liye chintn mnn krne lga he hanlaki aam naagriko ke adhikaro ke liye lrne wale kyi panjikirt dal he jinhe chunaw aayog chhetriy aur rashtriy dalo ki panjikirt manyata deta he yadi dekha jay to kyi aise panjikirt publick n j o bhi he jo aam naagriko ke adhikaro ke hk ke liye lrte he ke babjud bhi aam aadmi ko sbhidhan prdt adhikar 1950 se abhi tk hasil nhi ho paye yh tbhi sambhw ho payega jb gaarm blok jila rajya kendr str tk naagrik adhikar sangh ki panjikirt kametiya loktantrik parnali dwara bne-sampadk-shishpal singh rawat

रविवार, 29 अप्रैल 2012

pachhaan

apni boli aur bhasa  apnu rhn shn aur sanskrti apni pachhaan hoti he aadmi khi bhi rhe wh apni sanskrti se judhwa bnaaye rkhna apnaa  sbse  bara nasib smghhta he uttrakhand swrg ka dwaar he yh dwaar garhwali aur kumawni do bhasawno ke smrdh bhandar se bhrpur he bharat hi nhi duniya ke kone kone se apni pachhan bna kr garhwali aur kumawni ke prti ntmskta ho jate he ab to sansad me bhi yse 8wi anusuchi me bhi rkha gya ki sarthk bhs garhwal saansd satpal maharaj ne ki se apni bhasa apni pachhan ko aur mahtw milega -sampadk-shishpal singh rawat

शनिवार, 28 अप्रैल 2012

sadha huaa gehnu

b p l a p l anodya teen sherniya he logo ki inko milne wala rashan sadha huaa gehnu se jo aata pisa huaa milta he ki gunwata ko dekha jaya to psuwno ke kam aane wale aate se bhi nimn str hota he yh gehnu sarkari saste gle ki dukano me sarwjnik vitrn prnali ke tht2ruppe 4ruppe ki dr pr rashankard dharko ko 10 kilo gehnu diya jata he yh sb jb sarkar ke naak ke niche ho rha he to un dukano goodamo ki kya shththi  hogi  jhna sarkari aknus nhi he yh  sadha huaa gehnu jise pasu bhi nhi khate use uttrakhand ke pahadhi gawno me garamin jno ko khilaya jata he yisa bhed bhaw kyno? -sampadk-shishpal singh rawat

मंगलवार, 17 अप्रैल 2012

jan apechhawano ke prti

me hara nhi jita hnu sarkar kangres ki bni me devpryag vidhan sbha ki jan apechhawano ke prti us smya se sangrsrt rha jb me kangres kameti ka blok adhych tha aur abhi bhi sangrsrt hnu bykti aate aur jate he lekin sagnthn srwopri he sagnthn ke dwara  hi jan apechhayne biksit hogi is sampadk ko jan aabhar me aaye purw sichanyi mantri surbeer singh sajwan ne garamin bazar jamani khal me bhent warta me kha-sampadk-shishpal singh rawat

25 वां राज्य स्थापना दिवस

 9नवम्बर 2000 को उतराखण्ड राज्य की स्थापना उतरांचल नाम से हुई कुछ समय बाद उतराखण्ड नाम दिया गया आज 25 वां राज्य स्थापना दिवस आरम्भ।