suchna ke adhikar se prapt jankai ke tht vidhyk nidhi se ganwo me vikas ke liye vrs 2002-3-4 aur vrs 2008-9-10-11-12 me vidhayko ki snsusti se 4 kror93 lakh 52 hjar rupye 442 yojnawo ke liye vikaskhand devpryag ke ganwo ko swikirt huye vikaskhand ne grampanchyat vikas adhikari yno name karyades jari kiya aur ganwo me yh kam toli nayko ke dwara ab tk 297 yojnaye purn kr 14 yojnaye prgti pr hokr 30 yojnaye anarnbh pri hokr vikas kis trh kiya jata he ka prichy tolinayko ki skriyta se bhrstachar ka aost 33 fisdi ki girawt se 15 fisdi rh gya 1 kror 77 lakh 60 hjar rupye samrgi pr byay huye 297 yojnawo pr 1 kror 46 lakh 3 hjar rupye mjduri ke rup me banti gyi majdurno ke hk hkuk ki janch bhi jruri he taki vidhayk nidhi ka bastwik vikas janta ko mile isliye ki vidayk aam janta ka neta he -sampadk-shishpal singh rawat
नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
बुधवार, 22 फ़रवरी 2012
बुधवार, 15 फ़रवरी 2012
aapda-aaft
suchna ke adhikar se prapt jankari ke tht devpryag vikas khand ki111 grampanchyatno me se 42 grampanchyatno ke gawno ke gawn ke liye rajsw vibhag ki swikirti se vrs 2007-2008 se 20011-20012 tk 157 lakh 68 hjar ki dhnrasi swikirt hui vikas khand devpryag ke dwara swikirt 107 yojnawno me se 67 yojnayne purn krke shes42 yojnayne prgti pr he ko 119 lakh 4 hjar rupye thekedarno ko bhugtan kiya aapda raht ki yojnayne jis trh rajsw bibhag swikirt krta he ko usi trh purn bhugtan ke liye styapn ki snstuti bhi deta he se abhi bhi gawno ki smprk margno ki ystithi aapda grsit hi he se aapda raht ke bjt ki purn upyogita khna huyi pr logo ke liyi aapda aaft bni he -sampadk-shishpal singh rawat
गुरुवार, 9 फ़रवरी 2012
krnu bolnu rkhda log yaad
logo ke upr ak bhar tha ki apna vot de kisko logo ne apna vot de diya yh vot kisko diya se yhi smigha mili ki krnu bolnu rkhda log yaad se vot ka whi hkdar bna jisne janta ka kam kiya ho yh kam prsnl se lekr samudayik hit ke adhik yaad aaye aur logo ne apna vot diya parti nhi dekhi jati nhi dekhi aur brg nhi dekha wh aadmi dekha jo logo ke hr dukh sukh me bhle hi kuch aarthik mdt n kr ska ho lekin kndhe se kndha mila kr saath kdha to rha he taaki yh anubhwta ho ske ki jansewa logo ke bich hi rh kr hoti he aur tbhi krnu bolnu log yaad rkhte he-sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 1 फ़रवरी 2012
apna am al a
uttrakhand aur punjab me janta ne 1825 dino ke liye apna am al a ke liye 30jan 2012 ko apna matdan de diya he uttrakhand me 70 fisdi matdan huwa yadi chunaw aayog matdatawno ko apna vot dene ke liye ghr se polingbooth pr aane aur ghr jane ki we sbhi subhidhayne aur sansadhn uplbhd kra de jo chunaw krnae wali masinri ko di jati he to matdan ka aakra sat prtisat tk phunch sakta he pr ak swsth looktantr kaym ho jayega aur bhrstachar ki jare bhi swt khokhla ho jayegi tatha janta ke dwara chuna gya apna am al a janta ka aadmi janta ke liye ho sakega -sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 25 जनवरी 2012
janta hosiyar
janta ke dwara tisri nirwachit sarkar banane ke liye ulti ginti suru ho gayi he sabhi byst he chunwaprchar se lekr chunaw krane wali masinri tk lekin janta ne abhi tk aisa koyi sankent nhi diya ki kon bnega sirmoor fir bhi tisri nirwachit sarkar ka janades kisi ak ko milna duswar hota ja rha he dhiredhire hi shi log vikas ki pribhasa se awgt hote ja rhe he janta hosiyar ho chuki he -sampadk-shishpal singh rawat
सोमवार, 16 जनवरी 2012
hamara neta kaisa ho
loktantr ke mahakumbh uttrakhand me 5jan 2012 se 12jan 2012 tk 900 logo ne namakn kiya isme 30 log janch ki phli pari me ludhke aur nam wapsi ki dusri pari ke bad chunaw chinh milne pr 70 netawo ka chunw 30jan 2012 ko uttrakhand ki takdir aur tatbir ke rup me loktantr ka mahakumbh sampna hoga jis jhut ki buniyad pr loktantr ki sidhi chdhi jati he usi sidhi se utr kr hamara neta kaisa ho ke liye chunaw aayog ke dande se bekhbr hokr loktantr ke mahakumbh me janta ne apni upstiti is fusfusaht se drj ki kie parti nhi bykti ko prathmikta dekr hamara neta yesa ho jo janta ka aadmi bna rhe -sampadk-shishpal singh rawat
रविवार, 1 जनवरी 2012
JANTA KI ADALT
vidhi ke jis sadn me janta apna prtinidhi isliye chun kr bhejti he ki prthm priwar se lekr antim prewar tk we sbhi subhidhayne aur sasadhn jo sbhedhanik prkirya ke tht hakhkuk he ki sulbhta shjta se krmwar hi shi sulbh ho lekin jb janprtinidhi jansansd ki bhidhi ka paln nhi krta to aakhir use jata ki adalt me hajir hona hi pdhega aiisa hi fesla 5 rajyo me4 march ko jan adalt se niklega sampadk_shishpal singh rawat
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ (Atom)