खाध्य सुरछा योजना को लेकर गांव जरोला में बैठक हुई १३ बी पी एल २८ अन्तोदय कार्डधारको को ही खाध्य सुरछा योजना में चयन किया गया ९४ ए पी एल कार्डधारको में से कोई भी कार्डधारक खाध्य सुरछा योजना में चयन नही हो सका क्योंकि जनगणना के आधार पर ६० प्रतिसत लोगो को चयन करने का मानक तय से गांव जरोला को स्वीक्रत १५६ लोगो की संख्या बी पी एल अन्तोदय की यूनिटों से ही पूरी हो चुकी थी देवप्रयाग विकास खंड की ११५ ग्राम पंचायतो से ६१५२ यूनिटों को हो खाध्य सुरछा योजना में लिया जाना लछ्य है गरीब की थाली के नाम पर सरकार किस तरह वोट बैंक की राजनीती कर रही पर बी पी एल अन्तोदय से अलग हटकर ए पी एल कार्डधारको से ही खाध्यसुरछा कार्ड बनाती तो वोट बैंक की राजनीती भी कामयाब होती और देवप्रयाग ब्लाक के हर ग्राम पंचायतो को बराबर बराबर ५३ यूनिटों का लछ्य खाध्य सुरछा योजना का लाभ भी प्राप्त होता तब जब बी पी एल अन्तोदय की यूनिटों की घटोतरी बढोतरी को खाध्य सुरछा योजना से अलग रखा जाता लेकिन नीति ही ऐसी है जिसे हर कोई नही समझ पाता -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत
नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
गुरुवार, 19 सितंबर 2013
शुक्रवार, 13 सितंबर 2013
SARKAR KE KAAM KA HISAB GANW KOLAKANDI SE
Sarkar ke kaam ke hisab ke tht gramp anchyat kolakandi me vrs 2008 se vrs 2013 tk aam aadmi ko sahaj saral sulbh me jan subhidhawo aur vikas pr gram panchyat kolakandi me rajya sarkar aur kendra sarkar janta ka dhan janta ke liye khrch krti he gram panchyat kolakandi me priwar rajistar me 90 priwar votar list me234 jangana me 333 asthyi niwasi 66 palayan 000 b p l id 41 bplcard 18 antodayacard 09 apl card 76 he sarkar ke kaam ka hisab vrs 2008 se vrs 2013 tk shichha mad me 28 lakh 04 hajar 483 rupaue bal vikas mad me 1 lakh 64 hajar400 rupaye shwashthya mad me11 hajar 200rupaye gramvikas mad me 29 lakh7 hajar531 rupaye sarkar ne jan subhdhawo ko sahajta sulbhta pr 5 sal me khrch kiya jan subhdhawo ke naam pr byy kiye jane wale hisab ka yadi sadupayog ho jay to ganw ki dasa avm disa swt hi badal jayegi -sampadk-shishpal singh rawat
रविवार, 8 सितंबर 2013
SARKAR KA KAAM KA HISAB GANW JAROLA SE
Bharat sarkar aur rajya sarkar niyojan aur vikas pr paisa isliye kharch krti he ki aam, aadmi ko ganw me hi buniyadi jarurate sahaj sulbh ho jay ganw jarola me sarkar ke kaam ka hisab priwar rajisatar me 131 priwar votar list me 369 jangana me 261 asthyi niwasi 65 palayan 45 bpl id 33 bpl card 13 antodaya card 27 apl card 94 sarkar ke kaam ka hisab 2008 se 2013 tk shichh mad me 5172240r shwashtya mad me 13600r balvikas mad me 405000r gram vikas mad me manrega majduri 3707939r rajya vit mad me 200000rpani mad me 000r vidhut mad me 000r sanchar mad me 000rsarkar ne jansubhidhwo ko sahaj saral sulbh pr garm jarola me kharch kiya jan subhidhawo ke naam pr khrch kiye jane wala hisab ka n koyi mulyakan krne wala n koyi puchhne wala n koyi nirichhan krne wala janta ka aadmi he aur n garmpanchyat sarkar iske atirikt ganw me sarkari paisa kharch krne wali swymsewi shanstha samitiyna aur vibhago ke kaam ko puchhne wala koyi nhi kynoki gram panchyat sarkar ke paas nirichhan wasuli dand dene ka adhikar nhi -sampadk-shishpal singh rawat
गुरुवार, 22 अगस्त 2013
KAM KA HISAB LOKTANTRA KE PRW ME
Lalkile ki prachir se dr manmohan singh ne kangres ke kam ka hisab aazadi ke 66sal bitne pr sunaya aur lalan collage bhuj gujrat ke maidan se narendar modi ne gujrat ke kam ka hisab loktantra ke prw pr suna kr janta ko jagaya janta ne suna samichha ki lekin is hisab me 1 paisa se lekr 1 rupya tk ka hisab janta nhi samgh payi jis aazadi ki kurvani pr lakho kardho log sahid huye unke samaan ko pidhi dr pidhi banaye rkhne ke liye 15 augsat ka din loktantra ka prw ke rup me manaya jata he aur des ka prdhanmantri lalkilya ki prachir se des ke niyojan aur vikas ka rasta kholata he kendra se rajya rajya se jila jila se block block se ganwa me 1 paisa se lekr 1 rupaya ka niyojan jb phnuchata he to uska bantwara hokr yadi kendra aur rajya sidha paisa ganwo ko de de to kam ka hisab ganw ki janta se paya ja sakega gore angrejo ki dasta ki mansikta se bharat ke kale angrejo ki bhrst nitiyano se aazadi ka sukhad ahsas loktantra ke prw ko samjha ja sakega
गुरुवार, 15 अगस्त 2013
GRIB GATA N CHIRNI LATA
Bharat me 66 hajar ke lagbhg grampanchyate he aazadi ke 66 sal bit jane ke bad bhi barat ke prtek ganw me lagbhg 6 priwar aise honge jo abhi bhi samajik aazadi arthi aazadi rajnetik aazadi ki intjar kr rhe he 66 sal bit jane ke bad bhi in priwarano ke paas pet ke liye bhojan tan ke liye kapdha aur rhne ke liye chhat tk nhi he us samya ak dalar ki kimat 1947 me 1 rupaya thi aaj 2013 me ak dalar ki kimat 67 rupiya ho chukiaur dbharat ki aazadi ko bi 67wa sal lg chuka likin ganwao me grib gata n chirni lata puri aazadi n paa ski-sampadk shishpal singh rawat
बुधवार, 14 अगस्त 2013
YNU HI BIT JATE 5 SAL
5 sal ke liye janta apna neta chunti he ki ganwa me bijli paani se lekr hr prkar ki jan subhidhayne sarkar se sahjata sarlta se sulabh ho jaya lekin jab kuch ginti ke log pidhi dar pidhi niyojan aur vikas ki malayi se mal mal hote rhte aayegne to rajshahi me antar kya ?adhiktr ganw aise he jahna niyojan aur vikas ke naam pr sarkari lebal to lga he lekin usse janhit nhi we ganw aaj bhi upechhit niyojan aur vikas ke liye chhtpatahat me he apni pidha byana krte we log grampanchyato se parit parstawo ko chhetrpanchyat aur jila panchyat ki baithako me rakh kr lekin rajya vidhan shabha aur lok sabha ki baithako me wh niyojan aur vikas ka intjar ynu hi bit jata5 sal ka intjar krte krte aur tab tak sarkar badal jati he -sampadk-shishpal singh rawat
गुरुवार, 25 जुलाई 2013
16 JUN KI RAT SONPRYAG TABAH
16 jun 2013 ki rat sonpryag nadi ke sailab me sama chuka ki bhyawh trasadi bhulne se bhi nhi bhulayi ja sakegi ghatana ghat jati he lekin yaade chirismirti ban jati he is sampadk ko bhentwarta me 16 jun ki rat ko bhyawh trasadi ki ghatna ka aankho dekha hal prsutat krte huye uttrakhand ke jila tehri ke patti poorikhal ke ganwa sandanakot niwasi govind singh sajwan ne kaha ki rat 10 bajkr 30 minat pr hanuman nadi me badal fta aur pal bhr me nadi ka pani sadhk pr aagya sonpryag bazar pawar house ke paas sadhk me khdhi 24 gadhiyana nadi ke sailab me sama chuki 24 draver bach gye ih bhayawh dirsya bhulne se bhi nhi bhula ja rha bar-bar yad aa rha he -sampadk-shishpal singh rawat
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
वार गुरु बैसपाणी जामणीखाल सैनिक विश्राम गृह सड़क
आज इस सड़क पर लोग चर्चा कर रहे थे कि सड़क आगे बढेगी।
-
गोसिल भटवाड़ी गुरु देबता के बीच पहाड़ी पर फंसा बाघ को वन विभाग की टीम पकड़ कर ले गई।
-
ग्रामीण बाजार जामणीखाल से 1 किलोमीटर पहले सैनिक विश्राम गृह है के नीचे 29 दिसम्बर 2021 को विधायक देवप्रयाग के द्वारा वार गुरु भैसकोट तक सड़...
-
ग्रामीण बाजार जामणी खाल में सड़क 9 मीटर होनी चाहिए पर लोकनिर्माण विभाग ने दुकान मालिकों को नोटिस कुछ दिन पहले दिया और आज अतिक्रमण हटाने बुल...