नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
शनिवार, 13 जुलाई 2013
RAJNITI KI KAID ME AASTHA
Karodho logo ki aastha dhari devi aur baba kedar ki aastha rajniti ki kaid me prbhawit ho chuki ganga ka pani rukega to bijli banegi tabhi jab nadi ghati aur pahad se aasthawano aur parmaparawano ka asthan bdlega 16 jun ki sayn 7bje ke lagbhg dhari devi ka asthan chothi bar badla gya aur 17 jun ki subah wh chmkta pathar kedar shila bnkr baba kedar ke mandir ko whi khadha rakh paya jise puri duniya dekh rhi he lekin wh bhisan tabahi pidhaya yad rakhegi dhari devi ke bad ab shib dham pr rajniti suru ho gyi -sampadk-shishpal singh rawat
सोमवार, 24 जून 2013
PRKIRTI KA KOP_KEDARPURISHIVDHAM
Baba kedar ruth gye palbhar me hajaro shivbhakto ko apne aagos me lekr aur khch hajar shiv bhakto ko prtyachhdarsi banagye jiwandan dekr shivdham ko surchhit rakh kr kedar puri me shiv shanr ke karak he to shirsti ke sancharak sawnahak bhi shiv dham aur shakti ke shidh pith jahana-jahan hoge wahan manaw aabadi ka hastchhep nhi hoga yh prkriti aur sanskirti ka niyam he shiv aur shakti ke dham w shidhpith manaw aabadi ke hastchhep se prkirti aur sanskirti ki chhedhchhadh nhi hone chahiye aisa hone pr prkirti aur sanskriti sanket de deti he lekin manw nhi samjh pata rupkund me padhe kankaal prkirti aur sanskriti ka hi kop tha pandwa ke bansaj janme jaya ke dwara banaya gya shivlok dham 1300se 1700 tk kedarpuri me hi tha lekin prkirti ne use apni good me rakha prkriti ka hi kop tha 16 jun2013 ki rat baba kedar ki aarti hone ke bad jab prkriti ne chetna de di thi to n char dham ke yatri samjh aur n janta ke dwara chuni huyi sarkar samjh payi 17 jun 2013 subh prkirti ruthi lekin baba kedar whi he aur dunitya ne prkriti ke kop ko dekha jan dhan ke prti sarkaro ko manan krna hi hoga iske liye himalayi rajyo ke nadi ghati aur pahado ke liye ak rastirya jandhan mantralaya banan hi hoga tabhi des ka jandhan snrichit snrchhit surchhit rh payega -sampadk-shishpal singh rawat
गुरुवार, 20 जून 2013
PRKIRTI SE CHHEDHCHHADH_TABAHI
84 ghante ki lagatar baris ne uttrakhand me prkirti se chhedh chhadh se tabahi macha di samaya se pahle aaya mansun ne vikas ka sach ujagr kr diya nadi ke tat se 500 mitar ke bhitar dono taraf aabadi ka badhta atikrman aur sadhak ke 110 fit ke bhitar dono taraf aarthiki ka badhta atikrman ne aapda ko nyota de diya he yh jantehuye samghhte huye dekhte huye bhi vot ki rajniti ke pichhe sarkar chup he aur nokrshahi moon prkirti se chhedh chhadh ne uttrakhand me tabahi macha di yh to abhi sanket he jab mansun failega to parkirti se chhedh chhadh ka prinam tabahi apna kaam kr chuki hogi ydi samya rhte sambhala jay to anhoni ko kuch had tk thama ja sakata he -sampadk-shishpal singh rawat
MANTRI JI CHHAN DEVTA NACHOONYA
Ab chandrakut se maan chandrabadni ka rath chlega to vikas ki ganga swath hi failawa kregi ki ghosana garmin bazar jamanikhal me jagdishila dooli ke swagt karyakrm me pardes ke paiyjal shhicha mantri mantri parsad naithani ne ki koyi school shichha vihin nhi rhega koyi ghar nal vihin nhi hoga koyi ganwa sadhak se vanchit nhi hoga rasta banala t rista hola chandrabadni ku rath chlalu t kaiki gadhi chalali kaika hotal chalala kwi bairojgar ni ralu t ganwa khali ni hola aon wala nawratratro ma maan chandrabadni vikas maila laglu garmin bazar jamani khal ma logo ne jagdisshila doli ke darsan kiye doli devparyag bisram krne gyi-sampadk-shishpal singh rawat
शनिवार, 8 जून 2013
JANGLO ME AAG
ashad ka mahina lagne me 10 din ki deri he mansun ke liye jaise hi uttrakhand me char dham yatra suru hoti aur uttrakhand ke janglo me aag lagi huyi dikhti he jangla ke liye ak mahkama d f o se lekr prmukh bansaranchak tk ak puri teem he jinhe jangl ki pangdandi ki janakari nhi dhihadi majdur chookidar patrol ke dwara di gyi janakari se ban visesgya un sansadhnoaur subhidhawo ka samya pr uplabdhta aur upyog nhi kr pate jo ban sampada ke liye sarnchit surchit jaruri he aur jiske liye janta ki gadhi kamayi kharch hoti he yadi ye sansadhan aur subhidhaye janglo ke aas paas rahne wale logo kobasat wale ganwo ko diye jaya aur majduri bhi to uttrakhand ke 85 fisadi jangl hre bhe najar aayege- sampadk-shishpal singh rawat
गुरुवार, 30 मई 2013
S D M PR JHPT PDHA MANTRI KE SAMNE
Sukrbar ko poorikhal me janta darvar ka aayojan huwa aur jamanikhal me punjab national bank ki shakha ka lokarpan uttarkhand sarkar ke paiyjal aur shichha manntri mantriparsad naithani jese hi jamanikhal me punjab national bank ki shakha ka lokarpan kr aage badhe to usi samy b p ed prsichat berojgar sangh ne mantri ka kafila roka aur apna gyapan diya tabhi asthaniya mhilawo ke jlus ne pani ki trhimam trhimam khte paiyajal mantri ka gheraw kiya hangama hota dekh kr s d m krtinagr mantri ko aage le jane lge pr janta ki aawaz ko ansuna hote dekh kr ak pardarsankari mantri ke samne hi s d m pr jhpt padha shicha mantri jantadarbar poorikhal pahunche whna bhi ak shikayat krta mantri ke samne ak adhikari pr jhpt pdha janta ke dwara chune gye netawo ko ab ahsas hone lg gya ki janta hi raja he aur parja bhi-sampadk-shishpal singh rawat
CHLTE RHO _CHLTERHO NR CHLA NARAYAN SEWA
16 may ko badrinath ke kapat khule chlterho-chlterho naro ka kafila pahnucha naryan ki sewa me koyi paidal chl kr koyi udhankhtole se yh sb dekh rha wh aadi aur anat shakti moon hokr thik 6 mahn bad naryan ka kafila chlega chlterho-chlterho aur is kafile ko nar nhi dekh pate whi aadi aur anat shkti dekhti he jiske gunan manan chitan se shirshti ke liye nar kuch bhi kre naryan ne use puri aazadi de rkhi he lekin raajdand apne paas rkhta he yadi yh raajdand nar apne paas rkhe to shirshti aisi nhi hoti jo aap dekh rhe he =sampadk-shishpal singh rawat
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
वार गुरु बैसपाणी जामणीखाल सैनिक विश्राम गृह सड़क
आज इस सड़क पर लोग चर्चा कर रहे थे कि सड़क आगे बढेगी।
-
गोसिल भटवाड़ी गुरु देबता के बीच पहाड़ी पर फंसा बाघ को वन विभाग की टीम पकड़ कर ले गई।
-
ग्रामीण बाजार जामणीखाल से 1 किलोमीटर पहले सैनिक विश्राम गृह है के नीचे 29 दिसम्बर 2021 को विधायक देवप्रयाग के द्वारा वार गुरु भैसकोट तक सड़...
-
ग्रामीण बाजार जामणी खाल में सड़क 9 मीटर होनी चाहिए पर लोकनिर्माण विभाग ने दुकान मालिकों को नोटिस कुछ दिन पहले दिया और आज अतिक्रमण हटाने बुल...