ashad ka mahina lagne me 10 din ki deri he mansun ke liye jaise hi uttrakhand me char dham yatra suru hoti aur uttrakhand ke janglo me aag lagi huyi dikhti he jangla ke liye ak mahkama d f o se lekr prmukh bansaranchak tk ak puri teem he jinhe jangl ki pangdandi ki janakari nhi dhihadi majdur chookidar patrol ke dwara di gyi janakari se ban visesgya un sansadhnoaur subhidhawo ka samya pr uplabdhta aur upyog nhi kr pate jo ban sampada ke liye sarnchit surchit jaruri he aur jiske liye janta ki gadhi kamayi kharch hoti he yadi ye sansadhan aur subhidhaye janglo ke aas paas rahne wale logo kobasat wale ganwo ko diye jaya aur majduri bhi to uttrakhand ke 85 fisadi jangl hre bhe najar aayege- sampadk-shishpal singh rawat
नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
शनिवार, 8 जून 2013
गुरुवार, 30 मई 2013
S D M PR JHPT PDHA MANTRI KE SAMNE
Sukrbar ko poorikhal me janta darvar ka aayojan huwa aur jamanikhal me punjab national bank ki shakha ka lokarpan uttarkhand sarkar ke paiyjal aur shichha manntri mantriparsad naithani jese hi jamanikhal me punjab national bank ki shakha ka lokarpan kr aage badhe to usi samy b p ed prsichat berojgar sangh ne mantri ka kafila roka aur apna gyapan diya tabhi asthaniya mhilawo ke jlus ne pani ki trhimam trhimam khte paiyajal mantri ka gheraw kiya hangama hota dekh kr s d m krtinagr mantri ko aage le jane lge pr janta ki aawaz ko ansuna hote dekh kr ak pardarsankari mantri ke samne hi s d m pr jhpt padha shicha mantri jantadarbar poorikhal pahunche whna bhi ak shikayat krta mantri ke samne ak adhikari pr jhpt pdha janta ke dwara chune gye netawo ko ab ahsas hone lg gya ki janta hi raja he aur parja bhi-sampadk-shishpal singh rawat
CHLTE RHO _CHLTERHO NR CHLA NARAYAN SEWA
16 may ko badrinath ke kapat khule chlterho-chlterho naro ka kafila pahnucha naryan ki sewa me koyi paidal chl kr koyi udhankhtole se yh sb dekh rha wh aadi aur anat shakti moon hokr thik 6 mahn bad naryan ka kafila chlega chlterho-chlterho aur is kafile ko nar nhi dekh pate whi aadi aur anat shkti dekhti he jiske gunan manan chitan se shirshti ke liye nar kuch bhi kre naryan ne use puri aazadi de rkhi he lekin raajdand apne paas rkhta he yadi yh raajdand nar apne paas rkhe to shirshti aisi nhi hoti jo aap dekh rhe he =sampadk-shishpal singh rawat
शनिवार, 18 मई 2013
SADHK KE LIYE INTJAR KRTA BUDHAPA
maan chandravadni ki god me molkhali se pathoyi ganwa kandikhal ke liye swikirt sadhk abhi tk nhi ban payi poori khal se toli tk sadhk us trh nhi ban payi jo pardhanmantri sadhk yojna ke manak he hindlo khal se palathi tk sadhk abhi tk palethi ganwa tk nhi pahnuchi nagchond chami toli wali sadhk ganwa jarola ko vanchit krte huye abhi malu marodha tk hi pahunchi gurudevta se jarola ke liye yh sadhk pr abhi tk koyi kaam nhi huwa isi trh aur bhi sadhke he jin pr chalne ke liye intjar krte krte budhapa aa gya lekin sadhk ganwo tk nhi pahunchi garmin vikas ki aisi gati he -sampadk-shishpal singh rawat
शुक्रवार, 10 मई 2013
WASULI KI KARRWAHI RASAN KE KHEL SE
He n wasuli ka khel 20 kilo genhu se pisne wala aata rasancard dharak ko 19 kg 360 gram pisa huwa aata milata he khadhya godam se rasncard dharak ke naam pr rasandilar ko bina tole 11 kilo genhu 24 klo chawal jari hoti he aur rasan card dharak ko dilar tol kr 10 kilo genhu 20 kilo chawal deta he jab yh genhu aata chaki me jata he to iska bajan 2 rasan card dharak 22 kilo genhu ki jagh pr 19 kilo 700garam niklata he is parkar dekha jay to khet bhi apni urja ki wasuli kr rhe he aam aadmi se rasan se wasuli ke khel ke pichhe ki karrwahi r t i karyakrta lochan singh bihst ki sikayat se purwa grampanchyat vikas adhikari tayalani rasan dilar tayalani aur shayak khadhyan aapurti nirichhk jamanikhal se jila adhikari tehrigarhwal ne ki -sampadk-shishpal singh rawat
शनिवार, 4 मई 2013
JAMANI KU THAUL
12gte baisakh 25 aprel 2013 ko man chandrabadni ke charno me garmi bazar jamani khal me jamani ku thaul shanti purwk sampan huyaa apni pramparayo aur sanskirtik mulyo ko banaye rakhane me 4 patwari chhetro ki rajswa pulish is maie ki surchha ki jimedari nibhati he uttrakhand sarkar ydi is maile ka upyog apni vikas yojanawo ke prchar parsar ke liye kre to un sabhi yojanawo ki jankariyana dbe huye kuchle huye soshit utpirit partirt logo ko kirtath hogi aur jamani ku thaul purinimaa ke chand ki trh apni chmk banaye rkh skegaa is sal yh maila jamanikhal se jarola jaane wale rashte tk sadhak pr faila -sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 24 अप्रैल 2013
AASTHA KA RASTHA
16 sekand me ak aadmi aastha ke karanwa me samil hota jata he chandrakut parwat pr viseskr nawratro me is karwna me molkhali se paidal path mandir tk 30 se 50 hajar logo ka hr bakt jamghat nawratr me aawagaman laga rahta he 50 mitr sidhiyan par krke 16 sekend me hi awa-pithai lagaa aur jwaa tk hi aastha simit ho gyi he anumant 15 se 20 lakh logo ne molkhali me prtham prwes se thodha aage aapdagrast khand bhand ho rkha raste se aur mandir ka prtham prwes shidhi ke paas atikrmit ho rkha raste se aastha ka rasta paar kiya lekin kisi ki itni himat nhi huyi ki maan ke darwar me jane wala aastha ka rastha logo ko sahjata sulbhata sarlata se paar hota pr sabhi ne sarkne me hi apni bhlayi samjhi andhi kamayi ki lalak ki laalsa ne dekhte huye jante huye samjhate huye us raste ko wesa hi rahane diya maana chandrabadni ke mandir jaane ka mandir se hone wali kamayi se sarkar ko koyi rajaswa nhi milta lekin sarkar chandrakut parwat pr vikas karya me janta ke dhan lagati he -sampadk-shishpal singh rawat
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
-
गोसिल भटवाड़ी गुरु देबता के बीच पहाड़ी पर फंसा बाघ को वन विभाग की टीम पकड़ कर ले गई।
-
ग्रामीण बाजार जामणीखाल से 1 किलोमीटर पहले सैनिक विश्राम गृह है के नीचे 29 दिसम्बर 2021 को विधायक देवप्रयाग के द्वारा वार गुरु भैसकोट तक सड़...
-
ग्रामीण बाजार जामणी खाल में सड़क 9 मीटर होनी चाहिए पर लोकनिर्माण विभाग ने दुकान मालिकों को नोटिस कुछ दिन पहले दिया और आज अतिक्रमण हटाने बुल...