नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
गुरुवार, 30 मई 2013
CHLTE RHO _CHLTERHO NR CHLA NARAYAN SEWA
16 may ko badrinath ke kapat khule chlterho-chlterho naro ka kafila pahnucha naryan ki sewa me koyi paidal chl kr koyi udhankhtole se yh sb dekh rha wh aadi aur anat shakti moon hokr thik 6 mahn bad naryan ka kafila chlega chlterho-chlterho aur is kafile ko nar nhi dekh pate whi aadi aur anat shkti dekhti he jiske gunan manan chitan se shirshti ke liye nar kuch bhi kre naryan ne use puri aazadi de rkhi he lekin raajdand apne paas rkhta he yadi yh raajdand nar apne paas rkhe to shirshti aisi nhi hoti jo aap dekh rhe he =sampadk-shishpal singh rawat
शनिवार, 18 मई 2013
SADHK KE LIYE INTJAR KRTA BUDHAPA
maan chandravadni ki god me molkhali se pathoyi ganwa kandikhal ke liye swikirt sadhk abhi tk nhi ban payi poori khal se toli tk sadhk us trh nhi ban payi jo pardhanmantri sadhk yojna ke manak he hindlo khal se palathi tk sadhk abhi tk palethi ganwa tk nhi pahnuchi nagchond chami toli wali sadhk ganwa jarola ko vanchit krte huye abhi malu marodha tk hi pahunchi gurudevta se jarola ke liye yh sadhk pr abhi tk koyi kaam nhi huwa isi trh aur bhi sadhke he jin pr chalne ke liye intjar krte krte budhapa aa gya lekin sadhk ganwo tk nhi pahunchi garmin vikas ki aisi gati he -sampadk-shishpal singh rawat
शुक्रवार, 10 मई 2013
WASULI KI KARRWAHI RASAN KE KHEL SE
He n wasuli ka khel 20 kilo genhu se pisne wala aata rasancard dharak ko 19 kg 360 gram pisa huwa aata milata he khadhya godam se rasncard dharak ke naam pr rasandilar ko bina tole 11 kilo genhu 24 klo chawal jari hoti he aur rasan card dharak ko dilar tol kr 10 kilo genhu 20 kilo chawal deta he jab yh genhu aata chaki me jata he to iska bajan 2 rasan card dharak 22 kilo genhu ki jagh pr 19 kilo 700garam niklata he is parkar dekha jay to khet bhi apni urja ki wasuli kr rhe he aam aadmi se rasan se wasuli ke khel ke pichhe ki karrwahi r t i karyakrta lochan singh bihst ki sikayat se purwa grampanchyat vikas adhikari tayalani rasan dilar tayalani aur shayak khadhyan aapurti nirichhk jamanikhal se jila adhikari tehrigarhwal ne ki -sampadk-shishpal singh rawat
शनिवार, 4 मई 2013
JAMANI KU THAUL
12gte baisakh 25 aprel 2013 ko man chandrabadni ke charno me garmi bazar jamani khal me jamani ku thaul shanti purwk sampan huyaa apni pramparayo aur sanskirtik mulyo ko banaye rakhane me 4 patwari chhetro ki rajswa pulish is maie ki surchha ki jimedari nibhati he uttrakhand sarkar ydi is maile ka upyog apni vikas yojanawo ke prchar parsar ke liye kre to un sabhi yojanawo ki jankariyana dbe huye kuchle huye soshit utpirit partirt logo ko kirtath hogi aur jamani ku thaul purinimaa ke chand ki trh apni chmk banaye rkh skegaa is sal yh maila jamanikhal se jarola jaane wale rashte tk sadhak pr faila -sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 24 अप्रैल 2013
AASTHA KA RASTHA
16 sekand me ak aadmi aastha ke karanwa me samil hota jata he chandrakut parwat pr viseskr nawratro me is karwna me molkhali se paidal path mandir tk 30 se 50 hajar logo ka hr bakt jamghat nawratr me aawagaman laga rahta he 50 mitr sidhiyan par krke 16 sekend me hi awa-pithai lagaa aur jwaa tk hi aastha simit ho gyi he anumant 15 se 20 lakh logo ne molkhali me prtham prwes se thodha aage aapdagrast khand bhand ho rkha raste se aur mandir ka prtham prwes shidhi ke paas atikrmit ho rkha raste se aastha ka rasta paar kiya lekin kisi ki itni himat nhi huyi ki maan ke darwar me jane wala aastha ka rastha logo ko sahjata sulbhata sarlata se paar hota pr sabhi ne sarkne me hi apni bhlayi samjhi andhi kamayi ki lalak ki laalsa ne dekhte huye jante huye samjhate huye us raste ko wesa hi rahane diya maana chandrabadni ke mandir jaane ka mandir se hone wali kamayi se sarkar ko koyi rajaswa nhi milta lekin sarkar chandrakut parwat pr vikas karya me janta ke dhan lagati he -sampadk-shishpal singh rawat
गुरुवार, 18 अप्रैल 2013
KHUL GYA PUNJABNATIONALBANK JAMANIKHAL ME
Devpryag tehri motr marg ke khas patti chhetr ke vikaskhand devpryag me maan chandrabadni ki god me bsa garmin bazar jamanikhal me 13 aprl 2013 ko sanibar ke din punjab national bank ki 7691 wi shakha vidiwt khul gyi on lin banking seawo ke labh se chhetriya janta hr prkar ki yojanawo se sidhe apne khate me paisa prapt kr payegi wh bhi apne ghr ke paas me chetriya janata me khusi ki lhr chha gyi is awsr pr 120 khata dharko ne lagbhg 10 lakh ki dhn rasi jama krke apni prsanta ka shriganes kiya shakha prbandhk punjab national bank jamanikhal satye singh kaintura ne aap aur hm ke dwara bank ka udghatn kiya thik usi trh jis trh nadi ghati aur pahad hindiweekly ka prkashn garmin bazar jamanikhal me sampadk shishpal singh rawat ne garmin bazar jamanikhal me garmin ptrkarita ka subharambh janaury 2008 me aap aur hm ke dwara kiya punjab national bank ki shakha ke udghatn me byapar mandl ke sbhi byapariyo ne bhrpur sahyog diya -sampadk-shishpal singh rawat
रविवार, 7 अप्रैल 2013
THOOL AIE GYEN
29 gte chet 11 aprel 2013 se samvat 2070 suru ho jayega is din chetaraastmi ke diye jalegne aadi skti ke upask skti ki aradhna bhi suru kregne 14 aprel 2013 ko baisaki ke prw se thool aie gyen suru ho jayega jo jeth ki sangrad ko samapan hoge wese karitik mahna se uttrakhand me thool sur ho jate he se khas patti chhetr me baisakh mahna me hi thool suru hote is savansar ka raja birhspati aur mantri sani he sani loktantra ka karak uttrakhand me asthaniya nikay chunaw se lekr panchasthani chunaw aur sansdiya chunaw kra rha he thool hamari sanskrti ka prichayak he vina kisi anudan aur vajat ke ai thool hamari sanskrti ko jiwntata ko banaye rkhte huye aa rhe he yadi sarkar in thoolo ka upyog apni vikas yojnawno ke prchar prsarprme kre to aam aadmi sarkar janta ke dwar ko samjhne me jagruk ho jayega aur vilupt hote ja rhe ye thool sarnchhit ho skte he -sampadk-shishpal singh rawat
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
25 वां राज्य स्थापना दिवस
9नवम्बर 2000 को उतराखण्ड राज्य की स्थापना उतरांचल नाम से हुई कुछ समय बाद उतराखण्ड नाम दिया गया आज 25 वां राज्य स्थापना दिवस आरम्भ।
-
गोसिल भटवाड़ी गुरु देबता के बीच पहाड़ी पर फंसा बाघ को वन विभाग की टीम पकड़ कर ले गई।
-
ग्रामीण बाजार जामणीखाल से 1 किलोमीटर पहले सैनिक विश्राम गृह है के नीचे 29 दिसम्बर 2021 को विधायक देवप्रयाग के द्वारा वार गुरु भैसकोट तक सड़...
-
ग्रामीण बाजार जामणी खाल में सड़क 9 मीटर होनी चाहिए पर लोकनिर्माण विभाग ने दुकान मालिकों को नोटिस कुछ दिन पहले दिया और आज अतिक्रमण हटाने बुल...