शुक्रवार, 10 मई 2013

WASULI KI KARRWAHI RASAN KE KHEL SE

He n wasuli ka khel 20 kilo genhu se pisne wala aata rasancard dharak ko 19 kg 360 gram pisa huwa aata milata he khadhya godam se rasncard dharak ke naam pr rasandilar ko bina tole 11 kilo genhu 24 klo chawal jari hoti he aur rasan card dharak ko dilar tol kr 10 kilo genhu 20 kilo chawal deta he jab yh genhu aata chaki me jata he to iska bajan 2 rasan card dharak 22 kilo genhu ki jagh pr 19 kilo 700garam niklata he is parkar dekha jay to khet bhi apni urja ki wasuli kr rhe he aam aadmi se  rasan se wasuli ke khel ke pichhe ki karrwahi r t i karyakrta lochan singh bihst  ki sikayat se purwa grampanchyat vikas adhikari tayalani  rasan dilar tayalani aur shayak khadhyan aapurti nirichhk jamanikhal se jila adhikari tehrigarhwal ne ki -sampadk-shishpal singh rawat

शनिवार, 4 मई 2013

JAMANI KU THAUL

12gte baisakh 25 aprel 2013 ko man chandrabadni ke charno me garmi bazar jamani khal me jamani ku thaul shanti purwk sampan huyaa apni pramparayo aur sanskirtik mulyo ko banaye rakhane me  4 patwari chhetro ki rajswa pulish is maie ki surchha ki jimedari nibhati he uttrakhand sarkar ydi is maile ka upyog apni vikas yojanawo ke prchar parsar ke liye kre to un sabhi yojanawo ki jankariyana dbe huye kuchle huye soshit utpirit partirt logo ko kirtath hogi aur jamani ku thaul purinimaa ke chand ki trh apni chmk banaye rkh skegaa is sal yh maila jamanikhal se jarola jaane wale rashte tk sadhak pr  faila -sampadk-shishpal singh rawat

बुधवार, 24 अप्रैल 2013

AASTHA KA RASTHA

16 sekand me ak aadmi aastha ke karanwa me samil hota jata he chandrakut parwat pr viseskr nawratro me is karwna me molkhali se paidal path mandir  tk 30 se 50 hajar logo ka hr bakt jamghat nawratr me aawagaman laga rahta he 50 mitr sidhiyan par krke 16 sekend me hi awa-pithai lagaa aur jwaa tk hi aastha simit ho gyi he anumant 15 se 20 lakh logo ne molkhali me prtham prwes se thodha aage aapdagrast khand bhand ho rkha raste se aur mandir ka prtham prwes shidhi ke paas atikrmit ho rkha raste se aastha ka rasta paar kiya lekin kisi ki itni himat nhi huyi ki maan ke darwar me jane wala aastha ka rastha logo ko sahjata sulbhata sarlata se paar hota pr sabhi ne sarkne me hi apni bhlayi samjhi andhi kamayi ki lalak ki laalsa ne dekhte huye jante huye samjhate huye us raste ko wesa hi rahane diya maana chandrabadni ke mandir jaane ka  mandir se hone wali kamayi se sarkar ko koyi rajaswa nhi milta lekin sarkar chandrakut parwat pr vikas karya me janta ke dhan lagati he -sampadk-shishpal singh rawat

गुरुवार, 18 अप्रैल 2013

KHUL GYA PUNJABNATIONALBANK JAMANIKHAL ME

Devpryag tehri motr marg ke khas patti chhetr ke vikaskhand devpryag me maan chandrabadni ki god me bsa garmin bazar jamanikhal me 13 aprl 2013 ko sanibar ke din punjab national bank ki 7691 wi shakha vidiwt khul gyi on lin banking seawo ke labh se chhetriya janta hr prkar ki yojanawo se sidhe apne khate me paisa prapt kr payegi wh bhi apne ghr ke paas me chetriya janata me khusi ki lhr chha gyi is awsr pr 120 khata dharko ne lagbhg 10 lakh ki dhn rasi jama krke apni prsanta ka shriganes kiya shakha prbandhk punjab national bank jamanikhal satye singh kaintura ne aap aur hm ke dwara bank ka udghatn kiya thik usi trh jis trh nadi ghati aur pahad hindiweekly ka prkashn garmin bazar jamanikhal me sampadk shishpal singh rawat ne garmin bazar jamanikhal me  garmin ptrkarita ka  subharambh janaury 2008 me aap aur hm ke dwara kiya punjab national bank ki shakha ke udghatn me byapar mandl ke sbhi byapariyo ne bhrpur sahyog diya -sampadk-shishpal singh rawat

रविवार, 7 अप्रैल 2013

THOOL AIE GYEN

29 gte chet 11 aprel 2013 se  samvat 2070 suru ho jayega is din chetaraastmi ke diye jalegne aadi skti ke upask skti ki aradhna bhi suru kregne 14 aprel 2013 ko baisaki ke prw se thool aie gyen suru ho jayega jo jeth ki sangrad ko samapan hoge  wese karitik mahna se uttrakhand me thool sur ho jate he se khas patti chhetr me baisakh mahna me hi thool suru hote is savansar ka raja birhspati aur mantri sani he sani loktantra ka karak uttrakhand me asthaniya nikay chunaw se lekr panchasthani chunaw aur sansdiya chunaw kra rha he thool hamari sanskrti ka prichayak he vina kisi anudan aur vajat  ke ai thool hamari sanskrti ko jiwntata ko banaye rkhte huye aa rhe he yadi sarkar in thoolo ka upyog apni vikas yojnawno ke prchar prsarprme  kre to   aam aadmi sarkar janta ke dwar ko samjhne me jagruk ho jayega aur vilupt hote ja rhe ye thool sarnchhit ho skte he -sampadk-shishpal singh rawat

शनिवार, 23 मार्च 2013

JUJHTA RAHI GRANTH KA VIMOCHAN

Vikas khand devprayag ke block sabhagar hindolakhal me samajsevi sawrgiy Murlidhar Uniyal ki pratham punya tithi ke avsar par khaspatti  chetra ke logo ne sardhanjali is prakar arpit kee ki duniya cheer ismriti granth jujhata rahi ke samajsevi ko yaad karegi neta aur adhikari to sabhi huye lekin jan neta janadhikari aur jan samajsevi ka tamga sawrgiy murlidhar uniyal hi pa saka us khaspatti se jiska naam lene se log kanpte hai jujhta rahi pustak ka vimochan doctor D.r. purohit ne upstith logo ke beech chandrabadani kala awm sanskritik samiti hindolakhal ke sojanya se kiya - sampadk- Shishpal singh rawat   

गुरुवार, 21 मार्च 2013

SHKAARI SAMITI NAAME LOKTANTRA

Ab to garmin chhetro me 20 km pridhi ke bhitr dhan ko jama krne aur krj dene wale bank n j o aur shkari samitiyno ki shakhayne khul chuki he  phle yh kaam dak ghr se suru hokr shakari samiti shakari bank se logo ko shakarita ka loktantra ulabdh kiya gya  jis shahukar ki chugl se logo ko ringrstata  se  chutkara delane ke liye shakarita ki rachna huyi thi wh loktantar nhi rha   andhi kamayike ke chakr me rin dene wale bank n j o samitiyna logo ko ringrstata se chhutkara dene me nhi swym ke loktantra ko sthapith krne me adhik jagruk ho chuki se byawstha ythaawath thathawat purawatha hi he -sampadk-shishpal singh rawat

वार गुरु बैसपाणी जामणीखाल सैनिक विश्राम गृह सड़क

 आज इस सड़क पर लोग चर्चा कर रहे थे कि सड़क आगे बढेगी।