Des ki rajdhani delhi me chlti bus me fijiyotherepi pairamidical yuwti ke sath amaanwiy balatakar ne des ki sark se lekr sansad aur rashtpati bhwan tk ko apne aakros se jhakjhor diya he ydi byasta us yuwti ko tatkal surchha uplabdh kraa deti to wh jinda laas bn kr jindgi gujarne ke liye jine ki chaha nhi rkhti yh haal jb des ki rajdhani ka he to un gali kuchno aur ganwno ki kya sthrhi hogi jahna kokh se hi kttl ka silsila suru ho jata he nr ki chahat me ?knya bhurn kali se pusp bnte bnte raakh ke dher me tabdil hokr bhi amanwiy jghnya baltakar ka dans bhugtti rhti he yske liye pariwar pariwaro ka sangh samaj samajano ke sangh se chuni huyi sarkare aur uska tantra utrdayitwa he jiska prinaam ubhrta janakors -sampadk-shishpal singh rawat
नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
मंगलवार, 25 दिसंबर 2012
सोमवार, 17 दिसंबर 2012
GHAR CHALANE KA KHRCHA 600 RUPYAA
Aapaka paisa aapk haath me 1 janaury 2013 se des ke 51 jilo me lagu ho jayega aadhar card ke jriye bank khathano me ghar chlane ke liye 600 rupya 2 lakh gribno ko janaury manh se delhi me milna suru ho jayega soniya ghandhi ki moojudgi me delhi ki mukhyamantri shila dichhit ne ann shri yojna ka subharambha krte huye kha ki grib aadmi ke liye ghar chalane ke liye 600 rupya kaaphi he mahgnayi ke is jamaane me ak grib aadmi kya 600 rupyano me apne 5 sadsyno ke priwar ka khrcha chala sakta he ke sawal ke jabaab me delhi ki ghhugi bastyno me rhne wale 5sadsyno ke ak priwar ko ak bar ke bhojan ke liye aataa chawal daal namak masale chaya aur idhan ke liye 150 rupya chahiye iski purti priwar ka kamuwu sadsya ko 150 rupya majduri krke krni prti he ydi majduri n mile to use bhukaa hi rhna prta he iske atirikt ghar ke liye khrchaa -ghhugiyno ka kiraya dudh sabzi dawa shichha kapra aadi ka byy alg se purti tabhi ho sakti he jab wh atirikt rojgar hasil kre 600 rupaya bhle hi gribo ka majak uraaye lekin unt ke muhn me jiraa hi sahi grib is rakam ko le hi lega se vot ke laalch ki rahat hogi-sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 12 दिसंबर 2012
GANOO KU BAZZAR
!0 lakh ki aabadi wale shhr me f d i ki anumati hogi se ab ganoo ku bazzar bhi hayi profayil iayitayamo se chmkega aapke paas paisa hona chahiye atikrman kr sakte ho sadhk ke kinare hi bazzar felta he indonesiya mlesiya thailand me ak walmart stor khulne pr 1400 kernchi dukano ko le duba baitha se 20 kror logno ki rojo roti prbhavit huyi bharat me f d i ke prwes ka rasta bhi parit ho chuka he aur ab ganoo ku bazzar bhi prwabhit hoga jiske paas paisa he wh sbhi iayitamo ko apni dukan pr rkh sakega aur roji roti ki jugar krne wala dukandar dukan lagane ka sahs nhi kr payega sadhk atikrman ho jayegi se aam aadmi khiskne me hi apni bhalayi samghne lga he kynoki sadhk pr swamitwa lok nirman bhibhag ka he lekin kabza vahan sawamiyano ka he bharat ki ritel markit lagbhag 500 biliyan amriki dalar ke lagbhag he tabhi to walmart ne f d i ka rasta kholne ke liye 2008 se 2012 tk bharat me jabrdast loobing ke liye 125 karor rupaye khrch kiye taaki ganoo ku bazzar tk pahnoch ho -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 4 दिसंबर 2012
ATRIKT KAMAYI KA JUGADH
Sahukar apni punji se byaj phle hi le leta he aur muldhan ko bandhak bna deta he isse chhutkara paane ke liye bhartsarkar ne banko ki asthapna ki thi thik sahukar ki trj pr bank kaam krte he jiske liye unke paas punji se punji ka byapar krne ke liye laiesens bhi he in banko vitiya sanstawano samitiyano chit fand companiyano ko paisa bhartiya rijrv bank 4 prtisat byaj pr nabard ke madhyam se deta he jo aam aadmi ko 12 se 28 ptisat byaj pr milata he is 4 prtisat ki rakam se kamaayi krke vitaya sanssatawano samitiyano companiyano ki karmik se likr dayitwa dhark adhikari tk kamayi krte he yh paisa maal bechne wali companiyan dhandhe ka vistar felakr ak chen ki trh is trh deti he ki compani ka utpad pl bhr me bik jaata he yh paisa aam aadmi ki jeb se andhui kamayi ka istort punji ke kaarobar krne walano ko prapt hota he is makar jal me uttrakhand ki prathmik sadhan sahakari samitiyana bhi girft me aa chuki he samiti ke naam pr hone wala labhans ko karmik se lekr dayitwadhark adhikari tk atrikt kamyi ka jugadh byapar ke naam pr apni painth bnaa chuka he -sampadk-shishpal singh rawat
शनिवार, 24 नवंबर 2012
ARTHI LE JANE KA NHI RAASTAA
Vikas khand devpryag ke bangarh patti ke gaanwa jarola me aawagaman ke liye sark marg n hone ke karan gaanwa me marne wale logo ko samsan ghaat devpryag tk le jane ke liye maansik prtarna se gujrnaa prtaa he 1990 me is gaanwa ke liye sark swikirt huyi thi jo dewka baagi tk hi bn paayi uske baad 1997 me sark swikirt huyi jo gaanwa chhdiyara hokr kaandi chaami tk hi bn paayi aur 20011 me sark swikirt huyi to kayi baar srwe ho chuka jarola tk lekin sark abhi tk nhi bn paayi is trh is gaanwa ke liye sark to swikirt ho jaati lekin bn nhi paati jisse arthi le jaane ke liye gaanwa walo ko bhhyal paakhno dhangar gadhhera ukal udhayar kantedar banjar bhumi pr chal kr gosil bhatwari gaanwa ke paas sark tk arthi apne kandhno pr dhokr lani parti he is maansik prtarna se gaanwa ke kuchh priwar gaanwa se palayan kr chuke he jis gaanwa me arthi le jane ke liye sark nhi whna niwas krke logno ko kya haasil hoga jo anya logno ko bhi mansik rup se prtarit hona hi rhna he se un gaanwno me vikas ka kya dirstikon hoga ?-sampadk-shishpal singh rawat
सोमवार, 19 नवंबर 2012
MAHILAWANO NAAME SATA
Panchansatni nirwachwa me 50 fisdi aarchan mahilawano ke liye he lekin vidhayika aur sansad me 10 fisdi tk nhi 33 fisdi aarchan vidhayika aur sansad me mahilawano ki bhagidari ke liye vidhi ke sadan me parstawa to aata he lekin wh paas nhi ho pata jabki panchansatni nirwachan 50 fisdi mahilawano ke liye ganwa ka neta banane ka niyam laagu kr diya gya he yh rahsaya niti se hat kr he ganwa ke vikas ke liye aaye dhan ki jaankaari sabhi mahila netawano ko nhi unhe khand vikas adhikari garampanchyat vikas adhikari ke kaaryalaya ki bhi jaankari nhi to mahila neta ke naam pr shasaan aur sarkaar gram panchyat chhetr panchyat jila panchyat hi chala kr jab purus brchsawa hi rahana he mahila naame sata janta ka neta banane se kya haasil?-sampadk-shishpal singh rawat
शनिवार, 10 नवंबर 2012
SAB KUCH CHALATA HE
H s b c bank ki jinewa shakha me 6 hajar karor rupai ka kala dhan 700 khato me bhartiyano ka jama he ki jankari kejriwal ke khulase se huyi sarkar kale dhan pr chhapa marti he ye chhape khanha mare gye jinki bank me chhoti rasiyana thi yaisa ys khulase se aabhas hota he ganwa istr tk najar doorayi jaya to sarkari paisa ka hisab kitab ke liye majdur ki majduri ka hisab kitab to mil jayega lekin 40 prtisat paise ki samargi ka hisab kitab nhi jinse yojnawno ki samargi krya ki jati he aapke paas paisa he to aap sark khod kr paani ki payap laiyan le ja sakte ho aam raste aur sark pr parking tatha atikrman kr sakte ho aapke ghr pr pair ki chhanwa pr rhi ho ya aapko urnkhtola utaarna ho to wh pair chupchap kt sakta he aapko koyi bhi patr prpatr chahiye wh chupchap ban sakta he aapki naukri lag gyi aapke paas kaam ka bhochh pr gya aap 3 hajar ki pagar pr uttrakhand ke garamin chhetr se kisi bhi berojgar se sahayk ka kaam le sakte ho se sab kuchh chalata he lekin loktantr ki apni nitiyna he jiska palan sabhi ko krna prta he ka pripalan krna hi prega -sampadk-shishpal singh rawat
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
वार गुरु बैसपाणी जामणीखाल सैनिक विश्राम गृह सड़क
आज इस सड़क पर लोग चर्चा कर रहे थे कि सड़क आगे बढेगी।
-
गोसिल भटवाड़ी गुरु देबता के बीच पहाड़ी पर फंसा बाघ को वन विभाग की टीम पकड़ कर ले गई।
-
ग्रामीण बाजार जामणीखाल से 1 किलोमीटर पहले सैनिक विश्राम गृह है के नीचे 29 दिसम्बर 2021 को विधायक देवप्रयाग के द्वारा वार गुरु भैसकोट तक सड़...
-
ग्रामीण बाजार जामणी खाल में सड़क 9 मीटर होनी चाहिए पर लोकनिर्माण विभाग ने दुकान मालिकों को नोटिस कुछ दिन पहले दिया और आज अतिक्रमण हटाने बुल...