manregaa ka on line majuri khata hr ak jobkard dharak ka ho taki yh styapan to ho ske ki sal bhr me km se km 100 din aur 150 din rojgar diye jane ki niti ka khulasa to ho ske on line majudri khata ki jgh pr on line samrgi bhugtan khata frm bykti byktyno ke smuh name 40% samrgi byya se hone wali heraferi ka styapan ho jayega 2500 ki aabadi pr on line bank rijrv bank ki niti he lekin uttrakhand ke pahadi gawno me gawn se sarak tk 10 km pedal aur sarak se bank 20 km vahan se jakr ki duri pr he to garib aadmi aur garib ho jayaga garm prhri bhojnmata shichhaprerk aasha aagnwari karyakrti sahayika ngo krmi kirshi sahayika rashan dilar aur sambida krmi ydi jobkard dharak he to on line banking ka labh utha sakege kynoki office aur bank tk haajri ak dinchrya he manrega jobkarddharak ko nakd majduri ghr pr bank krmi on line de de to on line majduri khata ka labh majduro ko mil payega
नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
मंगलवार, 11 सितंबर 2012
बुधवार, 5 सितंबर 2012
PARIWRTN KI AAWAZ
mukhya vikas adhikari tehrigarhwal ke dwara block mukhyalaya hindlo khal me vikas sangrs smiti ki 34 sutriy mango ko 15 din se lekr 3 maha ke bhitr nistarn kiye jane ki karrwayi se 20 din ka karmik ansan samapt krwaya 31 augsat 2012 kouttrakhand sarkar me neta pripachh aur rani khet ke vidhayk ajay bhatt aur prw rajswa mantri diwakar bhatt ne aandonlankariyo ki sampan sabha ko samodhit kiya se khaas patti me priwrtan ki aawaz ki chinagari sulag uthi jo janta rone aur giragirane walo ko apna neta banati he wh pariwrtan karne ki aawaz ko bhi taakt de sakti he khaaspatti ka apna itihaas 1949 me tehri rajshahi ka patan se vikas ke naam pr ab andhere me nhi rh sakti he -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 28 अगस्त 2012
VIKAS KA SACH_SADHK
Devpryag se chandrbadni tk hat mix sdhk ak dsk phle bni thi is trh ki sdhk aapda ki bhent chadhi lekin punh nirman nhi huyi is sdhk se niklne wale link marg ganwo ko tch nhi kr paye to logo ka gussa hona bhi swbhawik hi he jin ganwo me murde le jane ke liye sdhk hi nhi bni whna jinda logo ki kya dyniy siththi hogi kynoki ganw palayan se khali hote ja rhe he aur ganw me ghro ki rkhwali kr rhe bhudhe mnaa bap ki sudh lene ke liye sdhk ganwo ko tch nhi kr payi -sampdk-shishpal singh rawat
गुरुवार, 23 अगस्त 2012
MANTRI JI MOON
2006-07 se swekirt 34 sutriy yojnawno ko dharatl pr viksit krwane ke liye chhetriya vikas smiti ka krmik ansan 11 wna din bhi jari he se mantri ji abhi tk moon he devpryag vidhansbha se chuna jana wala vidhayk uttraprdes sarkar se lekr ab uttrakhand sarkar me kebinet mantri ka drjaa devpryag chhetr ki janta ke voto se prapta krta aaya he lekin vikas ke naam pr huye moon se viws hokr khaspatti ke log apni awaz ko buland krne ke liye bana baithe srwdliy manch rastirya parttiyno ke kendriy adhhychh se lekr kendriya neta tk khaspatti ki janta se vot mangne to phunch jate he hr chunawno me lekin vikas ke naam pr moon samachar likhe jane tk thsildar devpryag ke dwara dharna sthl pr krmik ansankariyno se sawand asthapith kiya gya -sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 15 अगस्त 2012
VIKAS KE LIYE SANGHRS
Vikas khand devpryag mukhyalya hindolakhal me 11augst 2012 se vikas ke liye sanghrs kr rhi janta chhetriy vikas sanghrs samiti ke bainr tle krmik ansan kr rhi he janta ke dwara chune gye janprtinidhi aur sarkar ki masinari kis trh vikas ki yojnaye bnwate kirayanwint krte he se janta ab vikas ke nam pr mange jane wale voto ka sawal puchh rhi he lekin sawal puchhe kisse ?vikas ke nam pr ganwo me jane wale raste sark shichha swasthya pejal vidhut kirsi pasu van udhhan gramvikas laghusinchayi samajklyan ki yojnaye dharatl pr dirstigt nhi ho rhi to garmsbha ki baithako me drj prstawo ka aaochatya kya ?andhha bante rewri apno apno ke bich to loktantr ke 65 sal gujrne pr bhartiya sanskirti parmprawno ko punrjiwt krna hi hoga ke vikas ke liye log ab sanghrsrat ho gye he -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 7 अगस्त 2012
KURA NISTARAN KI PAHAL
Garamin bazzar jamani khal me prwes krte hi log naak pr hath rakh kr aagye bdhte he lekin koye yh nhi khta ki bhadarn ho chuki gandhgi or kure ko htaya jaya sari huyi sag bhji aur mans machhi ke awses tukre aur poolithin ke ambar se bazzar ke dono nardane atte pre he charo trf se urti badbu ka tibr jhoka sidha dimag ko prbhawit kr deta he grampanchyat chhetrpanchyat jilapanchyat aur loknirman vibhag tatha byaparmandl or jamanikhalvikas samiti koyi bhi apna samajik swachhta dayitwa nibhane ko taiyar nhi se kis trh janswasthya ki surghha ki garanti sarkar degi kuch logo ko kamayi se mtlb ho kr kura nistarn yk nasur bn chuka he aakhir pahal krega koon? yski liye aap aur hm sbko hi bazzar ki swachhta bnye rkhne ke liye pahal krni hi hogi taki mahamari ka prkop apni jaro ko sinchit n kr ske -sampadk-shishpal singh rawat
APRADH KE ANDHERE ME BACHHPAN
Apradh ke andhere me bharat ka gum hota bachhapn chinta ka karn bnta ja rha he bachha hi bhwishya ka nirmata he ka shosn utpirn tha apradh ki or bdhata garaph bhartiya prmprawno ko dhwst kr chuka he jin bachho ko aagn ki gujnti kilkariyna bachha hi bhgwan bagiya ka ful khaha jata he unhi bachho ke khilap apradh ke aakdhe bemani lagti he hr koyi khusl mangl puchhne pr yhi sawal krta he ki khub chhn bal bachha bachhapn khel me bitaya jawani nind bhr soya aaya bhudhapa dekh kr bande ab kyno roya? jis bachhpan ki chacht se samaj ka vikas nirntr viksit hona chahiye tha wh bachhpan apradh ke andhre me jine ko viws he iske liye aap aur hm ko satat bhgidhari nibhani hogi - sampadk-shishpal singh rawat
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
वार गुरु बैसपाणी जामणीखाल सैनिक विश्राम गृह सड़क
आज इस सड़क पर लोग चर्चा कर रहे थे कि सड़क आगे बढेगी।
-
गोसिल भटवाड़ी गुरु देबता के बीच पहाड़ी पर फंसा बाघ को वन विभाग की टीम पकड़ कर ले गई।
-
ग्रामीण बाजार जामणीखाल से 1 किलोमीटर पहले सैनिक विश्राम गृह है के नीचे 29 दिसम्बर 2021 को विधायक देवप्रयाग के द्वारा वार गुरु भैसकोट तक सड़...
-
ग्रामीण बाजार जामणी खाल में सड़क 9 मीटर होनी चाहिए पर लोकनिर्माण विभाग ने दुकान मालिकों को नोटिस कुछ दिन पहले दिया और आज अतिक्रमण हटाने बुल...