vikas khand devpryag ki b d c baithk 13 jully 2012 ko block mukhyalya hindlokhal ke samudayik sabhagar me block prmukh kusham sajwan ki adhyachhta me huyi shichha shwasthya peyajal vidhut lok nirman pr chrcha ke dooran janprtinidhiyno ke sawalo ka sahi jabab sambhdhit vibhagadhikariyno awm unke prtinidhiyno ke dwara n diye jane pr jila vikas adhikari ne janta ke prti jababdheh ki puri tayari ke sath aaye khaha devpryag block ki vikas ke prti hoti upechha se janprtinidhiyno ke sawalo se aakors ghhlkne pr sabhi sawalo ka jabab jila vikas adhikari ko dena padha pr janta ke sadn me janta ke dwara chune gye janprtinidhiyno ka ros thma -sampadk-shishpal singh rawat
नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
शनिवार, 14 जुलाई 2012
शुक्रवार, 13 जुलाई 2012
GAWNO ME ROONK KHNA ?
5 jully 2012 se uttrakhand ke pahadhi gawno me badal brs gye se ganwo me roonk lootni suru ho gyi baaris ke liye logo ne kya nhi kiya ? indr devta ko khus krne ke liye hawn ygg paath madan kiye gye sukhe kheto me jiwan ka sanchar hriyali ke ankur se suru to huwa dhan ghhgro koda ki fasal ki jgh dal gooth bhtt mungri hi shi log kheti me jut gye jbki uttrakhand me jal sampda van sampda khanan sampda wayu sampda ki bhrmar hote huye bhi in sampdawno se uttrakhand ka pahadhi chhetr roonk vihin he halanki nitiyna he lekin logo ko janakariyna nhi janakari ke abhaw me gawno me roonk khna ?sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 27 जून 2012
UTTRAKHAND KA PASUDHAN BHUK KI CHPET ME
sarkar aajkal sitarganj me chunawi byastata sadu sant avirl bhti ganga ke liye krte uttkanthta aur bhuk ki chpet me uttrakhand ka pasudhan luptatata ki or hoti agrsartata hoga kyno nhi jis ashadh ke mhine pahadhi sinchat kheto me dhaan ki kyariyna lahalahati hoti thi whna sukha hi sukha jin janglo se pasudhan ko chaaraa patti sahaj me uplbhdh ho jati thi whna kaalimaa hi kaalimaa to pasu dhan ko jiwan milegaa khna se jin jangli pasu pachhiyno ko janglo me chahchana tha unka rukh ho chuka gaawna ki aabadi aur suke kheto me to chaaraa pati ke abhaw se garam gost ki mandiyno ki bhent sahj me sulabh hota uttra khand ka pasudhan gaawno me ab nagnya ho chuka pasudhan ke bina kheti khnaa?sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 20 जून 2012
VIKAAS KA PAISA
suchna ke adhikar se prapt jaankaari ke tht 1 april 2007 se 31 march 2012tk 1460 dino ke bhitr 468 indra aawaso pr 199.38 lakh rupye 54 dindyal aawaso pr 23.19 lakh rupye saansd vikas nidhi se 6 yojnawo pr 40.5 lakh rupye chhetr panchyat nidhi se 12380590 lakh rupye rajya vit se 18932678 lakh rupye terhwna vit se 3485101 lakh rupye mnrega se 4343.37 lakh rupye swrn jaynti se129.91 lakh rupye vikas khand devpryag ke dwara khrch kiye gye vikas ke naam pr aaya paisa se ganwo ki halt dekho whi ubdh khabdh raste banjr pri kheti paani vidhut sichha swasthya rojgaar se banchit gaawno se hota playan vikaas ki swth hi pool khol rhaa he vikaas ak anwrt prkiryaa he -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 12 जून 2012
PRYAWRN_PRDUSN_POOLITHIN
pahado me wh aabo hawa khna?yh sb priwrtn huaa prdusn se aur iski aag me ghi ka kaam kiya poolithin ne poolithin ak jurt bhr tk hi simit to he lekin pryug krne ke baad jb isko fenk diya jaataa he se subh jb-jb iske dher ko aag lgai jaati se niklne waali gandh aur dhunwa pahad ke pryawrn ko thik usi trh aawrn me le leta he jis trh raahu aur ketu surygrhn aur chandr grhn ke kaark he poolithin ko 30 din ke bhitr uttrakhand se htaane ke liye mukhyamantri uttrakhand sarkar ne ghosna ki se yh tbhi sambhnw hoga jb aap aur hm pahad ke pryawrn ko smghhe aur poolithin - palastik ka upyog hi n kre-sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 5 जून 2012
KOTESHWR KA PAANI GHHNDIDHAR
2005-6 me devpryag vikaskhand ki poorikhal aur tooli bangarh patti ke102 gawno ke liye koteshwr se paani ghhandidhar tk phuchane ke liye yojna bni thi 31 may 2012 ko adhisasi abhiynta jalnigm devpryag ke dwara 800 kilo litr chhmta ka peyjl tenk ghhndidhar me paani ka bhandarn krke 102 gawno ko peyjl aapurti sunischit ho ki testing ki bhagirati ka paani koteshwr se ghhandidhar tk phuchne me 2190 din aur 200 m m chhmta ke 4600 mitr paaip lain pr swikirt 970.38lakh ruppyno me anumant 750 lakh ruppye byya huye pr abhi bhi kaam chl rha he ab ghhandidhar se paani phuchega 102 gawno me jahna 1982-83 me paip lain bich chuki thi pr paani splayi ka udghhatn krwayenge peyjl mantri uttrakhand sarkar pr lagi pyase logno ki njr-sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 30 मई 2012
JANGLO ME AAG
uttrakhand me nadi ka koyi aisa kinara, ghati ki koyi aisi pangadadi, aur pahad ki koyi aisi choti nhi jhna dhuwna nhi udg rha ho. aur yh dhuwna aisi smy jb des bides se log uttrakhand me aati he devbhumi ke drshan krne. grin belt ki 80 fisdi uplbhdta krte uttrakhand ke jangl.aur jb aag lgti he to jangl ka bbibhag muk drsk bn jata he. bhti nadi ka paani bhaandh kr urja ke naam se dhn kmane ke liye to he, lekin jangl ki aag bughhane ke liye nhi .yhi halt rhegi to uttrakhand registan bnne ki or agrsr ho jayega .kynoki hmari imaandaari he khnaa?sampadk-shishpal singh rawat
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
वार गुरु बैसपाणी जामणीखाल सैनिक विश्राम गृह सड़क
आज इस सड़क पर लोग चर्चा कर रहे थे कि सड़क आगे बढेगी।
-
गोसिल भटवाड़ी गुरु देबता के बीच पहाड़ी पर फंसा बाघ को वन विभाग की टीम पकड़ कर ले गई।
-
ग्रामीण बाजार जामणीखाल से 1 किलोमीटर पहले सैनिक विश्राम गृह है के नीचे 29 दिसम्बर 2021 को विधायक देवप्रयाग के द्वारा वार गुरु भैसकोट तक सड़...
-
ग्रामीण बाजार जामणी खाल में सड़क 9 मीटर होनी चाहिए पर लोकनिर्माण विभाग ने दुकान मालिकों को नोटिस कुछ दिन पहले दिया और आज अतिक्रमण हटाने बुल...