apni boli aur bhasa apnu rhn shn aur sanskrti apni pachhaan hoti he aadmi khi bhi rhe wh apni sanskrti se judhwa bnaaye rkhna apnaa sbse bara nasib smghhta he uttrakhand swrg ka dwaar he yh dwaar garhwali aur kumawni do bhasawno ke smrdh bhandar se bhrpur he bharat hi nhi duniya ke kone kone se apni pachhan bna kr garhwali aur kumawni ke prti ntmskta ho jate he ab to sansad me bhi yse 8wi anusuchi me bhi rkha gya ki sarthk bhs garhwal saansd satpal maharaj ne ki se apni bhasa apni pachhan ko aur mahtw milega -sampadk-shishpal singh rawat
नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
रविवार, 29 अप्रैल 2012
शनिवार, 28 अप्रैल 2012
sadha huaa gehnu
b p l a p l anodya teen sherniya he logo ki inko milne wala rashan sadha huaa gehnu se jo aata pisa huaa milta he ki gunwata ko dekha jaya to psuwno ke kam aane wale aate se bhi nimn str hota he yh gehnu sarkari saste gle ki dukano me sarwjnik vitrn prnali ke tht2ruppe 4ruppe ki dr pr rashankard dharko ko 10 kilo gehnu diya jata he yh sb jb sarkar ke naak ke niche ho rha he to un dukano goodamo ki kya shththi hogi jhna sarkari aknus nhi he yh sadha huaa gehnu jise pasu bhi nhi khate use uttrakhand ke pahadhi gawno me garamin jno ko khilaya jata he yisa bhed bhaw kyno? -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 17 अप्रैल 2012
jan apechhawano ke prti
me hara nhi jita hnu sarkar kangres ki bni me devpryag vidhan sbha ki jan apechhawano ke prti us smya se sangrsrt rha jb me kangres kameti ka blok adhych tha aur abhi bhi sangrsrt hnu bykti aate aur jate he lekin sagnthn srwopri he sagnthn ke dwara hi jan apechhayne biksit hogi is sampadk ko jan aabhar me aaye purw sichanyi mantri surbeer singh sajwan ne garamin bazar jamani khal me bhent warta me kha-sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 11 अप्रैल 2012
mantri ji aaye
jamani khal me devpryag vidhan sbha se nirdliy vidhayk aur uttrakhand sarkar me peyjal sighcha kirsi kirsibiprn mantri mantri prsad naithani ka aagmn huaa mantri ji bole ki me chetr ki sabhi samnsyao se wakif hnu inka samadhan to aaj tk ho jana chahiye tha pani ki nlki pr logo ne mughe jitaya ab mera frj bnta he ki koyi bhi priwar pani se vnchit n rhe 29 mint ki baithk krke mantri ji aaye aur chetr me chle gye -sampadk-shishpal singh rawat
मंगलवार, 27 मार्च 2012
loktantr ki ptri pr sarkar
phli bar uttrakhand vidhansabha me vidhansabha adhychh pd pr loktantrik prkirya se vidhayko ne apna mtdan adhychh pd pr govind singh kunjwal ko 39 ttha harbanskapur ko 31 mt dekr kaangres ki sarkar ko loktantr ki ptri pr laye ksmks se vidhayika byawsthapika ko march fainl 2012 ko fainl krne pr kuchh raht to huyi se sarkar janaakaachawno janapechhawno aur janbhawnawno ko sakar kr legi loktantr ki ptri pr doorti sarkar ko vikas ka bhotik styapn yojnawno ka asthliy niyojn se mulyakn ttha byawsttha ko janta ke prti uttrdayitw pripaln ho to gramsbha se loktantr mjbut hokr ptri pr dorega-sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 21 मार्च 2012
siyast ka bdlta rang
march fainl hone me smya bhi kya rh gya vikas k nam pr arbo ki bndrbant hogi kis trh se siyast bhi girgit ki trh rang bdlti he logo ki soch ab nidhiyno se ht kr vikas ke aayam se aage sochne ka dayara bhi bdlta ja rh he jmini hkikt ko dekha jay to apni gramsbha apni sarkar se lekr kfn aur dfn tk ki sari prkiryawo ki gti itni dhimi prti ja rhi he ki siyast ke girgiti rang se log wakif ho chuke he ydi krmwar gawno ko ab tk vikas ki lain me lgaya hota to siyast ke girgiti rang ke labh se mnusyata bhi viksit ho jati lekin yh nhi ho payega isliye ki log dhire dhire jankariyno se awgt to ho rhe he pr jankariyan dhri ki dhri rh rhi he kyno ki vikas ke nam pr siyast apna rang bdlti he -sampadk-shishpal singh rawat
सोमवार, 19 मार्च 2012
mna ke chrno me...
Nadi Ghati Aur Pahad: nadighatiaurpahad-hindiweekly: nadighatiaurpahad-h...: nadighatiaurpahad-hindiweekly: nadighatiaurpahad-hindiweekly : ma chanderbadni ki charno mi pernam-shishpal singh rawat
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
25 वां राज्य स्थापना दिवस
9नवम्बर 2000 को उतराखण्ड राज्य की स्थापना उतरांचल नाम से हुई कुछ समय बाद उतराखण्ड नाम दिया गया आज 25 वां राज्य स्थापना दिवस आरम्भ।
-
गोसिल भटवाड़ी गुरु देबता के बीच पहाड़ी पर फंसा बाघ को वन विभाग की टीम पकड़ कर ले गई।
-
ग्रामीण बाजार जामणीखाल से 1 किलोमीटर पहले सैनिक विश्राम गृह है के नीचे 29 दिसम्बर 2021 को विधायक देवप्रयाग के द्वारा वार गुरु भैसकोट तक सड़...
-
ग्रामीण बाजार जामणी खाल में सड़क 9 मीटर होनी चाहिए पर लोकनिर्माण विभाग ने दुकान मालिकों को नोटिस कुछ दिन पहले दिया और आज अतिक्रमण हटाने बुल...