बुधवार, 21 मार्च 2012

siyast ka bdlta rang

march fainl hone me smya bhi kya rh gya vikas k nam pr arbo ki bndrbant hogi kis trh se siyast bhi girgit ki trh rang bdlti he logo ki soch ab nidhiyno se ht kr vikas ke aayam se aage sochne ka dayara bhi bdlta ja rh he jmini hkikt ko dekha jay to apni gramsbha apni sarkar se lekr kfn aur dfn tk ki sari prkiryawo ki gti itni dhimi prti ja rhi he ki siyast ke girgiti rang se log wakif ho chuke he ydi krmwar gawno ko ab tk vikas ki lain me lgaya hota  to siyast ke girgiti rang ke labh se  mnusyata bhi viksit ho jati lekin yh nhi ho payega isliye ki log dhire dhire  jankariyno se awgt to ho rhe he pr jankariyan dhri ki dhri rh rhi he kyno ki vikas ke nam pr siyast apna rang bdlti he -sampadk-shishpal singh rawat

गुरुवार, 15 मार्च 2012

khskte-khskte

13 march 2012 ko uttrakhand me kangres ki sarkar bnne ke liye mukhyamantri pd pr tehri saansd vijay bhuguna ko rajyapal margret aalwa dwara pred grawand me shpth dilate vkt 36 ki sankhya me vidhayk khskt-khskte kangres ki 11 aur nirdliy 4hi shpth grhn me the pr kangres  sarkar ko bhumat 29 march ko krna he 32 vidhayko me  19 vidhayko ne bagawt ki aur haridwar saansd hrishchandr singh rawat ke kheme me delhi chle gye unke sath bsp ke 3 vidhayk bhi the jo 1 ghnte baad pred grawnd me aagye uttrakhand me kangres ki taajposi se phle kangres vidhayko ki bagawat kangres saansdo ki gutbandi khi prdesh ke vikas kobhi n khiska de se chunwa 2012 me kangres ko 23 aur bhajpa ko bhi 23 sito pr bagawat ke karn sata se nirdliy vidhayko ne 36 ki sankhya pr khskaya aur tisri nirwachit sarkar nisapth li-sampadk-shishpal singh rawat 

बुधवार, 7 मार्च 2012

janadesh-2012

5 rajuo me 690 janprtinidhiyo ka chunaw janta ne bre synm ke sath aur chunaw aayog ne janta ke jajbe se prerit hokr  70 se 80 fisdi mtdan  loktantr ki mahtw ko vishw me shanti bywsta se smpn kiya manipur me kangres ki sarkar goowa me bhajpa ki sarkar punjab me aakalidal-bhajapa ki sarkar uttraprdesh me samajwadi ki sarkar aur uttrakhand me trinsku stithi ka janadesh diya ab 1825 dino ki sata ko bhidhayika karyapalika nyaaypalika kis trh janakanchawo ki purti krti he pr janta hi janardn he ka janadesh 2017 me us hi prapt hoga  jo dekhega bolega aur krega janakanchwo ki purti-sampadk-shishpal singh rawat  

सोमवार, 27 फ़रवरी 2012

akal ke skent

mnusy ann ka kira he ydi kheti me ann ka utpadn hi nhi hoga to sansar me jiwn lupt ho jayega biprn kendr bhi tbhi khulege jb kisi bstu ka bhndarn uplbdh hoga aaj log bazar pr aasrit ho chuke he kyonki hr bstu ka bazarikrn ho chuka he jo paise se hi uplbdh bazar me hi hogi paise ke liye rojgar chahiye rojgar n hone ke karn mandi ne apna prbhaw visw ke un deso ko apne siknje me liya jo biksit he aur uski dekhadekhi ne bikasil deso ko bhi akal ke skent dena suru kr diya he yh sb kheti se muhn morne ka prinam he kheti ke layk jmin jo suru se uplbdh thi ka dhire dhire bnjr aise yug me hona jb mnusy ne mgnl grh tk apni tkniki ka pryog kr diya he iske liye uttm kheti mdhym ban nisidh chakri bhikh ni dan se aap aur hm  sbko akal ke skent ko rokna hoga -sampadk-shishpal singh rawat  

बुधवार, 22 फ़रवरी 2012

vidhayk nidhi ka vikas

suchna ke adhikar  se prapt jankai ke tht vidhyk nidhi se ganwo me vikas ke liye vrs 2002-3-4 aur vrs 2008-9-10-11-12 me vidhayko ki  snsusti se 4 kror93 lakh 52 hjar rupye 442 yojnawo ke liye vikaskhand devpryag ke ganwo ko swikirt huye vikaskhand ne grampanchyat vikas adhikari yno name karyades jari kiya aur ganwo me yh kam toli nayko ke dwara ab tk 297 yojnaye  purn kr 14 yojnaye prgti pr hokr 30 yojnaye anarnbh pri hokr vikas kis trh kiya jata he ka prichy tolinayko ki skriyta se bhrstachar ka aost 33 fisdi ki girawt se 15 fisdi rh gya 1 kror 77 lakh 60 hjar rupye samrgi pr byay huye 297 yojnawo pr 1 kror 46 lakh 3 hjar  rupye mjduri ke rup me banti gyi majdurno ke hk hkuk ki janch bhi jruri he taki vidhayk nidhi ka bastwik vikas janta ko mile isliye ki vidayk aam janta ka neta he -sampadk-shishpal singh rawat    

बुधवार, 15 फ़रवरी 2012

aapda-aaft

suchna ke adhikar se prapt jankari ke   tht devpryag vikas khand ki111 grampanchyatno me se 42 grampanchyatno ke gawno ke gawn ke  liye rajsw vibhag ki swikirti se vrs 2007-2008 se 20011-20012 tk 157 lakh 68 hjar ki dhnrasi swikirt hui vikas khand devpryag ke dwara swikirt 107 yojnawno me se 67 yojnayne purn krke shes42 yojnayne prgti pr he ko 119 lakh 4 hjar rupye  thekedarno ko bhugtan kiya aapda raht ki yojnayne jis trh rajsw bibhag swikirt krta he ko usi trh purn bhugtan ke liye styapn ki snstuti bhi deta he se abhi bhi gawno ki smprk margno ki ystithi aapda grsit hi he se aapda raht ke bjt ki purn upyogita khna huyi pr logo ke liyi aapda  aaft bni he -sampadk-shishpal singh rawat

25 वां राज्य स्थापना दिवस

 9नवम्बर 2000 को उतराखण्ड राज्य की स्थापना उतरांचल नाम से हुई कुछ समय बाद उतराखण्ड नाम दिया गया आज 25 वां राज्य स्थापना दिवस आरम्भ।