logo ke upr ak bhar tha ki apna vot de kisko logo ne apna vot de diya yh vot kisko diya se yhi smigha mili ki krnu bolnu rkhda log yaad se vot ka whi hkdar bna jisne janta ka kam kiya ho yh kam prsnl se lekr samudayik hit ke adhik yaad aaye aur logo ne apna vot diya parti nhi dekhi jati nhi dekhi aur brg nhi dekha wh aadmi dekha jo logo ke hr dukh sukh me bhle hi kuch aarthik mdt n kr ska ho lekin kndhe se kndha mila kr saath kdha to rha he taaki yh anubhwta ho ske ki jansewa logo ke bich hi rh kr hoti he aur tbhi krnu bolnu log yaad rkhte he-sampadk-shishpal singh rawat
नदी घाटी और पहाड़ समाचार पत्र मे आपका स्वागत । देखे पढ़े लिखे जन गण मन की आवाज। सूचना एक संवेदनशील तथ्य ।आपके आसपास के शब्दो की खबर -सम्पादक -शीशपाल सिंह रावत। जरोला-जामणीखाल टिहरीगढवाल उतराखंड भारत 249122
गुरुवार, 9 फ़रवरी 2012
बुधवार, 1 फ़रवरी 2012
apna am al a
uttrakhand aur punjab me janta ne 1825 dino ke liye apna am al a ke liye 30jan 2012 ko apna matdan de diya he uttrakhand me 70 fisdi matdan huwa yadi chunaw aayog matdatawno ko apna vot dene ke liye ghr se polingbooth pr aane aur ghr jane ki we sbhi subhidhayne aur sansadhn uplbhd kra de jo chunaw krnae wali masinri ko di jati he to matdan ka aakra sat prtisat tk phunch sakta he pr ak swsth looktantr kaym ho jayega aur bhrstachar ki jare bhi swt khokhla ho jayegi tatha janta ke dwara chuna gya apna am al a janta ka aadmi janta ke liye ho sakega -sampadk-shishpal singh rawat
बुधवार, 25 जनवरी 2012
janta hosiyar
janta ke dwara tisri nirwachit sarkar banane ke liye ulti ginti suru ho gayi he sabhi byst he chunwaprchar se lekr chunaw krane wali masinri tk lekin janta ne abhi tk aisa koyi sankent nhi diya ki kon bnega sirmoor fir bhi tisri nirwachit sarkar ka janades kisi ak ko milna duswar hota ja rha he dhiredhire hi shi log vikas ki pribhasa se awgt hote ja rhe he janta hosiyar ho chuki he -sampadk-shishpal singh rawat
सोमवार, 16 जनवरी 2012
hamara neta kaisa ho
loktantr ke mahakumbh uttrakhand me 5jan 2012 se 12jan 2012 tk 900 logo ne namakn kiya isme 30 log janch ki phli pari me ludhke aur nam wapsi ki dusri pari ke bad chunaw chinh milne pr 70 netawo ka chunw 30jan 2012 ko uttrakhand ki takdir aur tatbir ke rup me loktantr ka mahakumbh sampna hoga jis jhut ki buniyad pr loktantr ki sidhi chdhi jati he usi sidhi se utr kr hamara neta kaisa ho ke liye chunaw aayog ke dande se bekhbr hokr loktantr ke mahakumbh me janta ne apni upstiti is fusfusaht se drj ki kie parti nhi bykti ko prathmikta dekr hamara neta yesa ho jo janta ka aadmi bna rhe -sampadk-shishpal singh rawat
रविवार, 1 जनवरी 2012
JANTA KI ADALT
vidhi ke jis sadn me janta apna prtinidhi isliye chun kr bhejti he ki prthm priwar se lekr antim prewar tk we sbhi subhidhayne aur sasadhn jo sbhedhanik prkirya ke tht hakhkuk he ki sulbhta shjta se krmwar hi shi sulbh ho lekin jb janprtinidhi jansansd ki bhidhi ka paln nhi krta to aakhir use jata ki adalt me hajir hona hi pdhega aiisa hi fesla 5 rajyo me4 march ko jan adalt se niklega sampadk_shishpal singh rawat
बुधवार, 28 दिसंबर 2011
priwrtn
ugte surj ko sbhi prnam krte he ast hote surj ko nhi lekin kuch log aise he jo ast hote surj ko prnam krte he ki subh jb ugoge to duniya ko apni lalima se sdew jiwn snchy krte rhna dbe huye kuchle huye shosit utprit prtarit log ast hote surj se prerit hokr priwrtn kr hi lete he is priwrtn ke bhyhu ko koyi nhi bhed skta he uttrakhand ki jnta ne uttrakhand ki shkti aur sta me do bar priwrtn kr ke dekha pr punh priwrtn ke aasar he -sampandr-shishpal singh rawat m
गुरुवार, 15 दिसंबर 2011
chunaw 2012
uttrakhand ki tisri vidhansaba ka cnuw frbri 2012 me hoga ke liye chunw ayog ne apni taiyaiyna pripurn kr li aana hajare ka jadu yuwa matdatawno me apni painth bna chuka se is nwodit rajy ki tisri srkar banane ka sherye kisko prapt hoga pr sabhi moon he 5 ke ank ka yh sal panch prmeswr ki nirnayak bhumika rajniti ki nbj ko pkr chuka he ki sapno ka uttrakhand ho kaisa apno ka sath nsib walo ko milta he -shishpal singh rawat
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
25 वां राज्य स्थापना दिवस
9नवम्बर 2000 को उतराखण्ड राज्य की स्थापना उतरांचल नाम से हुई कुछ समय बाद उतराखण्ड नाम दिया गया आज 25 वां राज्य स्थापना दिवस आरम्भ।
-
गोसिल भटवाड़ी गुरु देबता के बीच पहाड़ी पर फंसा बाघ को वन विभाग की टीम पकड़ कर ले गई।
-
ग्रामीण बाजार जामणीखाल से 1 किलोमीटर पहले सैनिक विश्राम गृह है के नीचे 29 दिसम्बर 2021 को विधायक देवप्रयाग के द्वारा वार गुरु भैसकोट तक सड़...
-
ग्रामीण बाजार जामणी खाल में सड़क 9 मीटर होनी चाहिए पर लोकनिर्माण विभाग ने दुकान मालिकों को नोटिस कुछ दिन पहले दिया और आज अतिक्रमण हटाने बुल...